Hamare Pas Bhi Dil Hai Ye Aksar Bolte Hain, Urdu Ghazal By Anshul Nabh

Hamare Pas Bhi Dil Hai Ye Aksar Bolte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anshul Nabh. Hamare Pas Bhi Dil Hai Ye Aksar Bolte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamare Pas Bhi Dil Hai Ye Aksar Bolte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہمارے پاس بھی دل ہے یہ اکثر بولتے ہیں

انشل نبھ

ہمارے پاس بھی دل ہے یہ اکثر بولتے ہیں

محبت کر کے پھولوں سے یہ پتھر بولتے ہیں

کسی کے ہونٹھ پر ہنستی ہیں پھولوں کی دوائیں

کسی کی آنکھ میں چھپ کر سمندر بولتے ہیں

کبھی جس میں شہنشاہوں حضوروں نے حکومت کی

انہی محلوں کو سارے لوگ کھنڈر بولتے ہیں

وہاں پر چور ہو جاتے ہے سب سپنے ترقی کے

جہاں بچے بزرگوں کے برابر بولتے ہیں

نہیں ڈر ہے جو آ کر سامنے سے وار کرتا ہو

یہاں کچھ لوگ ایسے ہیں جو ہنس کر بولتے ہیں

انشل نبھ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamare Pas Bhi Dil Hai Ye Aksar Bolte Hain

Anshul Nabh

hamare pas bhi dil hai ye aksar bolte hain
mohabbat kar ke phulon se ye patthar bolte hain

kisi ke honTh par hansti hain phulon ki dawaen
kisi ki aankh mein chhup kar samundar bolte hain

kabhi jis mein shahanshahon huzuron ne hukumat ki
unhi mahlon ko sare log khanDar bolte hain

wahan par chur ho jate hai sab sapne taraqqi ke
jahan bachche buzurgon ke barabar bolte hain

nahin Dar hai jo aa kar samne se war karta ho
yahan kuchh log aise hain jo hans kar bolte hain

(660) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hamare Pas Bhi Dil Hai Ye Aksar Bolte Hain written by Anshul Nabh at UrduPoint. Hamare Pas Bhi Dil Hai Ye Aksar Bolte Hain is one of the masterpieces written by Anshul Nabh. You can also find the complete poetry collection of Anshul Nabh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anshul Nabh' above.

Hamare Pas Bhi Dil Hai Ye Aksar Bolte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamare Pas Bhi Dil Hai Ye Aksar Bolte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.