Dard-e-dil Ki Dawa Hai Mah-e-nau, Urdu Ghazal By Anwar Jamal Anwar

Dard-e-dil Ki Dawa Hai Mah-e-nau is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Jamal Anwar. Dard-e-dil Ki Dawa Hai Mah-e-nau comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard-e-dil Ki Dawa Hai Mah-e-nau on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد دل کی دوا ہے ماہ نو

انور جمال انور

درد دل کی دوا ہے ماہ نو

آسماں پر کھلا ہے ماہ نو

میری ہی طرح تیرا بھی ان سے

کیا کوئی واسطہ ہے ماہ نو

ان کا چہرہ دکھائی دیتا ہے

کیا کوئی آئنہ ہے ماہ نو

مسکراتا ہے دیکھ کر ہم کو

جیسے سب جانتا ہے ماہ نو

دن کو سوتا ہے وہ نہ جانے کہاں

رات کو جاگتا ہے ماہ نو

رہ کے میری طرح سے چپ انورؔ

جانے کیا سوچتا ہے ماہ نو

انور جمال انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard-e-dil Ki Dawa Hai Mah-e-nau

Anwar Jamal Anwar

dard-e-dil ki dawa hai mah-e-nau
aasman par khila hai mah-e-nau

meri hi tarah tera bhi un se
kya koi wasta hai mah-e-nau

un ka chehra dikhai deta hai
kya koi aaina hai mah-e-nau

muskuraata hai dekh kar hum ko
jaise sab jaanta hai mah-e-nau

din ko sota hai wo na jaane kahan
raat ko jagta hai mah-e-nau

rah ke meri tarah se chup 'anwar'
jaane kya sochta hai mah-e-nau

(757) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard-e-dil Ki Dawa Hai Mah-e-nau written by Anwar Jamal Anwar at UrduPoint. Dard-e-dil Ki Dawa Hai Mah-e-nau is one of the masterpieces written by Anwar Jamal Anwar. You can also find the complete poetry collection of Anwar Jamal Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Jamal Anwar' above.

Dard-e-dil Ki Dawa Hai Mah-e-nau is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard-e-dil Ki Dawa Hai Mah-e-nau, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.