Insan Ko Apni Zat Ka Idrak Hi Nahin, Urdu Ghazal By Anwar Kaifi

Insan Ko Apni Zat Ka Idrak Hi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Kaifi. Insan Ko Apni Zat Ka Idrak Hi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Insan Ko Apni Zat Ka Idrak Hi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

انساں کو اپنی ذات کا ادراک ہی نہیں

انور کیفی

انساں کو اپنی ذات کا ادراک ہی نہیں

اب کوئی واردات المناک ہی نہیں

مظلوم کے لہو کا نہ ہو جس پہ کوئی داغ

ایسی سپاہ وقت کی پوشاک ہی نہیں

اس دور میں حفاظت ایماں کے واسطے

حیدر کی مثل تیغ غضب ناک ہی نہیں

اعمال ہیں سیاہ ہمارے مگر ہمیں

شکوہ ہے مہربانئی افلاک ہی نہیں

رحمت خدا کی جوش میں آئے تو کیسے آئے

سیلاب اشک‌ دیدۂ نمناک ہی نہیں

پہلے بلند کرتا تھا انورؔ صدائے حق

لیکن اب اس میں جرأت بے باک ہی نہیں

انور کیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Insan Ko Apni Zat Ka Idrak Hi Nahin

Anwar Kaifi

insan ko apni zat ka idrak hi nahin
ab koi wardat alamnak hi nahin

mazlum ke lahu ka na ho jis pe koi dagh
aisi sipah-e-waqt ki poshak hi nahin

is daur mein hifazat-e-iman ke waste
haidar ki misl tegh-e-ghazabnak hi nahin

aamal hain siyah hamare magar hamein
shikwa hai meharbani-e-aflak hi nahin

rahmat KHuda ki josh mein aae to kaise aae
sailab-e-ashk-dida-e-nam-nak hi nahin

pahle buland karta tha 'anwar' sada-e-haq
lekin ab is mein jurat-e-be-bak hi nahin

(830) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Insan Ko Apni Zat Ka Idrak Hi Nahin written by Anwar Kaifi at UrduPoint. Insan Ko Apni Zat Ka Idrak Hi Nahin is one of the masterpieces written by Anwar Kaifi. You can also find the complete poetry collection of Anwar Kaifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Kaifi' above.

Insan Ko Apni Zat Ka Idrak Hi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Insan Ko Apni Zat Ka Idrak Hi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.