Shahr-dar-shahr Fazaon Mein Dhuan Hai Ab Ke, Urdu Ghazal By Anwar Mahmood Khalid

Shahr-dar-shahr Fazaon Mein Dhuan Hai Ab Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Mahmood Khalid. Shahr-dar-shahr Fazaon Mein Dhuan Hai Ab Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shahr-dar-shahr Fazaon Mein Dhuan Hai Ab Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شہر در شہر فضاؤں میں دھواں ہے اب کے

انور محمود خالد

شہر در شہر فضاؤں میں دھواں ہے اب کے

کس سے کہیے کہ قیامت کا سماں ہے اب کے

آنکھ رکھتا ہے تو پھر دیکھ یہ سہمے چہرے

کان رکھتا ہے تو سن کتنی فغاں ہے اب کے

چند کلیوں کے چٹکنے کا نہیں نام بہار

قافلہ کل کا چلا تھا تو کہاں ہے اب کے

تھی مگر اتنی نہ تھی کور زمانے کی نظر

ایک قاتل پہ مسیحا کا گماں ہے اب کے

اتنا سناٹا ہے کچھ بولتے ڈر لگتا ہے

سانس لینا بھی دل و جاں پہ گراں ہے اب کے

ہونٹ سل جائیں تو کیا آنکھ تو روشن ہے مری

چشم خوں ناب کا ہر اشک رواں ہے اب کے

کھل کے کچھ کہہ نہ سکوں چپ بھی مگر رہ نہ سکوں

کس قدر ضیق میں خالد مری جاں ہے اب کے

انور محمود خالد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shahr-dar-shahr Fazaon Mein Dhuan Hai Ab Ke

Anwar Mahmood Khalid

shahr-dar-shahr fazaon mein dhuan hai ab ke
kis se kahiye ki qayamat ka saman hai ab ke

aankh rakhta hai to phir dekh ye sahme chehre
kan rakhta hai to sun kitni fughan hai ab ke

chand kaliyon ke chaTakne ka nahin nam bahaar
qafila kal ka chala tha to kahan hai ab ke

thi magar itni na thi kor zamane ki nazar
ek qatil pe masiha ka guman hai ab ke

itna sannaTa hai kuchh bolte Dar lagta hai
sans lena bhi dil o jaan pe giran hai ab ke

honT sil jaen to kya aankh to raushan hai meri
chashm-e-KHun-nab ka har ashk rawan hai ab ke

khul ke kuchh kah na sakun chup bhi magar rah na sakun
kis qadar zaiq mein KHalid meri jaan hai ab ke

(634) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shahr-dar-shahr Fazaon Mein Dhuan Hai Ab Ke written by Anwar Mahmood Khalid at UrduPoint. Shahr-dar-shahr Fazaon Mein Dhuan Hai Ab Ke is one of the masterpieces written by Anwar Mahmood Khalid. You can also find the complete poetry collection of Anwar Mahmood Khalid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Mahmood Khalid' above.

Shahr-dar-shahr Fazaon Mein Dhuan Hai Ab Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shahr-dar-shahr Fazaon Mein Dhuan Hai Ab Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.