Ye Ghazal Ki Anjuman Hai Zara Ehtimam Kar Lo, Urdu Ghazal By Anwar Moazzam

Ye Ghazal Ki Anjuman Hai Zara Ehtimam Kar Lo is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Moazzam. Ye Ghazal Ki Anjuman Hai Zara Ehtimam Kar Lo comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Ghazal Ki Anjuman Hai Zara Ehtimam Kar Lo on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ غزل کی انجمن ہے ذرا اہتمام کر لو

انور معظم

یہ غزل کی انجمن ہے ذرا اہتمام کر لو

کسی غم کو مے بنا لو کسی دل کو جام کر لو

کہاں صبح غم کا سورج کہاں شام کا ستارہ

اسی رخ پہ زلف بکھرے یہی صبح و شام کر لو

وہ حبیب ہو کہ رہبر وہ رقیب ہو کہ رہزن

جو دیار دل سے گزرے اسے ہم کلام کر لو

یہ کہاں کے محتسب ہیں یہ کہاں کی مصلحت ہے

جو انہیں نہیں میسر وہی شے حرام کر لو

انور معظم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Ghazal Ki Anjuman Hai Zara Ehtimam Kar Lo

Anwar Moazzam

ye ghazal ki anjuman hai zara ehtimam kar lo
kisi gham ko mai bana lo kisi dil ko jam kar lo

kahan subh-e-gham ka suraj kahan sham ka sitara
isi ruKH pe zulf bikhre yahi subh-o-sham kar lo

wo habib ho ki rahbar wo raqib ho ki rahzan
jo dayar-e-dil se guzre use ham-kalam kar lo

ye kahan ke mohtasib hain ye kahan ki maslahat hai
jo unhen nahin mayassar wahi shai haram kar lo

(764) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Ghazal Ki Anjuman Hai Zara Ehtimam Kar Lo written by Anwar Moazzam at UrduPoint. Ye Ghazal Ki Anjuman Hai Zara Ehtimam Kar Lo is one of the masterpieces written by Anwar Moazzam. You can also find the complete poetry collection of Anwar Moazzam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Moazzam' above.

Ye Ghazal Ki Anjuman Hai Zara Ehtimam Kar Lo is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Ghazal Ki Anjuman Hai Zara Ehtimam Kar Lo, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.