Labon Pe Apne Gulabon Ki Tazgi Rakhna, Urdu Ghazal By Anwar Panipati

Labon Pe Apne Gulabon Ki Tazgi Rakhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Panipati. Labon Pe Apne Gulabon Ki Tazgi Rakhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Labon Pe Apne Gulabon Ki Tazgi Rakhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لبوں پہ اپنے گلابوں کی تازگی رکھنا

انور پانی پتی

لبوں پہ اپنے گلابوں کی تازگی رکھنا

مگر مزاج حقیقت میں آتشی رکھنا

کبھی کبھی شب حالات کے اندھیروں میں

بہت ضروری ہے آنکھوں کو شبنمی رکھنا

یہی مذاق بہت عمدہ ہے جوانی میں

مکان شوق میں مہمان اجنبی رکھنا

بہت خلوص سے احباب مجھ سے کہتے ہیں

زباں بیاں میں یہ انداز دائمی رکھنا

سبق ملا یہی اسلاف سے مجھے انورؔ

غزل میں حسن و لطافت کی چاشنی رکھنا

انور پانی پتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Labon Pe Apne Gulabon Ki Tazgi Rakhna

Anwar Panipati

labon pe apne gulabon ki tazgi rakhna
magar mizaj haqiqat mein aatishi rakhna

kabhi kabhi shab-e-haalat ke andheron mein
bahut zaruri hai aankhon ko shabnami rakhna

yahi mazaq bahut umda hai jawani mein
makan-e-shauq mein mehman ajnabi rakhna

bahut KHulus se ahbab mujh se kahte hain
zaban bayan mein ye andaz daimi rakhna

sabaq mila yahi aslaf se mujhe 'anwar'
ghazal mein husn-o-latafat ki chashni rakhna

(570) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Labon Pe Apne Gulabon Ki Tazgi Rakhna written by Anwar Panipati at UrduPoint. Labon Pe Apne Gulabon Ki Tazgi Rakhna is one of the masterpieces written by Anwar Panipati. You can also find the complete poetry collection of Anwar Panipati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Panipati' above.

Labon Pe Apne Gulabon Ki Tazgi Rakhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Labon Pe Apne Gulabon Ki Tazgi Rakhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.