Is Se Pahle Ki Kahani Se Kahani Nikle, Urdu Ghazal By Aqeel Abbas

Is Se Pahle Ki Kahani Se Kahani Nikle is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aqeel Abbas. Is Se Pahle Ki Kahani Se Kahani Nikle comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Se Pahle Ki Kahani Se Kahani Nikle on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس سے پہلے کہ کہانی سے کہانی نکلے

عقیل عباس

اس سے پہلے کہ کہانی سے کہانی نکلے

آ مرے دل میں اتر آنکھ سے پانی نکلے

اتنی عجلت میں تلاشی نہیں لی جا سکتی

سانپ کو حکم کرو رات کی رانی نکلے

خیر کی ساری دعاؤں کا بھلا ہو لڑکی

ایک بوسہ دم رخصت کہ گرانی نکلے

اس لیے بھی یہ بدن کھینچنا پڑتا ہے مجھے

جتنے سکے تھے مرے پاس زمانی نکلے

اس پہ موقوف ہے جو حکم ہو دریا دیکھے

ریت نکلے یا ترائی میں سے پانی نکلے

عقیل عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Se Pahle Ki Kahani Se Kahani Nikle

Aqeel Abbas

is se pahle ki kahani se kahani nikle
aa mere dil mein utar aankh se pani nikle

itni ujlat mein talashi nahin li ja sakti
sanp ko hukm karo raat-ki-rani nikle

KHair ki sari duaon ka bhala ho laDki
ek bosa dam-e-ruKHsat ki girani nikle

is liye bhi ye badan khinchna paDta hai mujhe
jitne sikke the mere pas zamani nikle

us pe mauquf hai jo hukm ho dariya dekhe
ret nikle ya tarai mein se pani nikle

(753) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Se Pahle Ki Kahani Se Kahani Nikle written by Aqeel Abbas at UrduPoint. Is Se Pahle Ki Kahani Se Kahani Nikle is one of the masterpieces written by Aqeel Abbas. You can also find the complete poetry collection of Aqeel Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aqeel Abbas' above.

Is Se Pahle Ki Kahani Se Kahani Nikle is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Se Pahle Ki Kahani Se Kahani Nikle, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.