Jis Ke Neze Pe Hai Ye Sar Mera, Urdu Ghazal By Aqib Jawed

Jis Ke Neze Pe Hai Ye Sar Mera is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aqib Jawed. Jis Ke Neze Pe Hai Ye Sar Mera comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Ke Neze Pe Hai Ye Sar Mera on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس کے نیزے پہ ہے یہ سر میرا

عاقب جاوید

جس کے نیزے پہ ہے یہ سر میرا

اس کے آنکھوں میں دیکھ ڈر میرا

پیاس پانی کو لگ رہی ہوگی

آگ کا جسم دیکھ کر میرا

ہم غریبوں کا یہ اثاثہ ہے

ایک دستار اور یہ سر میرا

نقش پا تک نہیں بنے اس کے

جب کہ صحرا میں ہے یہ گھر میرا

جب سے ٹھکرا دیا ترے غم نے

دل یہ پھرتا ہے در بہ در میرا

نا خدا ڈوبنے سے کیا بچتا

لے کے ڈوبا تھا مجھ کو ڈر میرا

میکدہ بن گئیں تری آنکھیں

اب تو آنکھوں سے جام بھر میرا

عاقب جاوید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Ke Neze Pe Hai Ye Sar Mera

Aqib Jawed

jis ke neze pe hai ye sar mera
us ke aankhon mein dekh Dar mera

pyas pani ko lag rahi hogi
aag ka jism dekh kar mera

hum gharibon ka ye asasa hai
ek dastar aur ye sar mera

naqsh-e-pa tak nahin bane us ke
jab ki sahra mein hai ye ghar mera

jab se Thukra diya tere gham ne
dil ye phirta hai dar-ba-dar mera

na-KHuda Dubne se kya bachta
le ke Duba tha mujh ko Dar mera

mai-kada ban gain teri aankhen
ab to aankhon se jam bhar mera

(765) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Ke Neze Pe Hai Ye Sar Mera written by Aqib Jawed at UrduPoint. Jis Ke Neze Pe Hai Ye Sar Mera is one of the masterpieces written by Aqib Jawed. You can also find the complete poetry collection of Aqib Jawed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aqib Jawed' above.

Jis Ke Neze Pe Hai Ye Sar Mera is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Ke Neze Pe Hai Ye Sar Mera, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.