Bujhi Nahin Abhi Ye Pyas Bhi Ghanimat Hai, Urdu Ghazal By Arman Najmi

Bujhi Nahin Abhi Ye Pyas Bhi Ghanimat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arman Najmi. Bujhi Nahin Abhi Ye Pyas Bhi Ghanimat Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bujhi Nahin Abhi Ye Pyas Bhi Ghanimat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بجھی نہیں ابھی یہ پیاس بھی غنیمت ہے

ارمان نجمی

بجھی نہیں ابھی یہ پیاس بھی غنیمت ہے

زباں پہ کانٹوں کا احساس بھی غنیمت ہے

رواں ہے سانس کی کشتی اسی کے دھارے پر

یہ ایک ٹوٹی ہوئی آس بھی غنیمت ہے

نشاں نمو کے ہیں کچھ تو بساط صحرا پر

جھلستی جلتی ہوئی گھاس بھی غنیمت ہے

پھر اس کے بعد تمہاری شناخت کیا ہوگی

روایتوں کی یہ بو باس بھی غنیمت ہے

وہ اب بھی ملتا ہے اپنی ادائے خاص کے ساتھ

کہ وضع داری کا یہ پاس بھی غنیمت ہے

ارمان نجمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bujhi Nahin Abhi Ye Pyas Bhi Ghanimat Hai

Arman Najmi

bujhi nahin abhi ye pyas bhi ghanimat hai
zaban pe kanTon ka ehsas bhi ghanimat hai

rawan hai sans ki kashti isi ke dhaare par
ye ek TuTi hui aas bhi ghanimat hai

nishan numu ke hain kuchh to bisat-e-sahra par
jhulasti jalti hui ghas bhi ghanimat hai

phir is ke baad tumhaari shanaKHt kya hogi
riwayaton ki ye bu-bas bhi ghanimat hai

wo ab bhi milta hai apni ada-e-KHas ke sath
ki waza-dari ka ye pas bhi ghanimat hai

(734) ووٹ وصول ہوئے

You can read Bujhi Nahin Abhi Ye Pyas Bhi Ghanimat Hai written by Arman Najmi at UrduPoint. Bujhi Nahin Abhi Ye Pyas Bhi Ghanimat Hai is one of the masterpieces written by Arman Najmi. You can also find the complete poetry collection of Arman Najmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arman Najmi' above.

Bujhi Nahin Abhi Ye Pyas Bhi Ghanimat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bujhi Nahin Abhi Ye Pyas Bhi Ghanimat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.