Guzarte Din Ke Dukhon Ka Pata To Deta Tha, Urdu Ghazal By Arman Najmi

Guzarte Din Ke Dukhon Ka Pata To Deta Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arman Najmi. Guzarte Din Ke Dukhon Ka Pata To Deta Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Guzarte Din Ke Dukhon Ka Pata To Deta Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گزرتے دن کے دکھوں کا پتہ تو دیتا تھا

ارمان نجمی

گزرتے دن کے دکھوں کا پتہ تو دیتا تھا

وہ شام ڈھلنے سے پہلے صدا تو دیتا تھا

ہجوم کار میں پل بھر بھی اک بہانے سے

وہ اپنے قرب کا جادو جگا تو دیتا تھا

شریک راہ تھا وہ ہم سفر نہ تھا پھر بھی

قدم قدم پہ مجھے حوصلہ تو دیتا تھا

مجھی کو ملتی نہ تھی فرصت پذیرائی

وہ اپنے سچ کا مجھے آئنہ تو دیتا تھا

وہ چاند اور کسی آسماں کا تھا لیکن

افق افق کو مرے جگمگا تو دیتا تھا

میں اس کی آنچ میں تپ کر نہ ہو سکا کندن

وہ اپنے شعلۂ جاں کی ہوا تو دیتا تھا

ارمان نجمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Guzarte Din Ke Dukhon Ka Pata To Deta Tha

Arman Najmi

guzarte din ke dukhon ka pata to deta tha
wo sham Dhalne se pahle sada to deta tha

hujum-e-kar mein pal bhar bhi ek bahane se
wo apne qurb ka jadu jaga to deta tha

sharik-e-rah tha wo ham-safar na tha phir bhi
qadam qadam pe mujhe hausla to deta tha

mujhi ko milti na thi fursat-e-pazirai
wo apne sach ka mujhe aaina to deta tha

wo chand aur kisi aasman ka tha lekin
ufuq ufuq ko mere jagmaga to deta tha

main us ki aanch mein tap kar na ho saka kundan
wo apne shola-e-jaan ki hawa to deta tha

(654) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Guzarte Din Ke Dukhon Ka Pata To Deta Tha written by Arman Najmi at UrduPoint. Guzarte Din Ke Dukhon Ka Pata To Deta Tha is one of the masterpieces written by Arman Najmi. You can also find the complete poetry collection of Arman Najmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arman Najmi' above.

Guzarte Din Ke Dukhon Ka Pata To Deta Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Guzarte Din Ke Dukhon Ka Pata To Deta Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.