Ye Chahte Hain Ki Jam-e-ulfat Ka Zehn-o-dil Se Asar Na Jae, Urdu Ghazal By Arzoo Ashraf Sultanpuri

Ye Chahte Hain Ki Jam-e-ulfat Ka Zehn-o-dil Se Asar Na Jae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arzoo Ashraf Sultanpuri. Ye Chahte Hain Ki Jam-e-ulfat Ka Zehn-o-dil Se Asar Na Jae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Chahte Hain Ki Jam-e-ulfat Ka Zehn-o-dil Se Asar Na Jae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ چاہتے ہیں کہ جام الفت کا ذہن و دل سے اثر نہ جائے

آرزو اشرف سلطان پوری

یہ چاہتے ہیں کہ جام الفت کا ذہن و دل سے اثر نہ جائے

پلا دو ہم کو پھر اس سے پہلے نشہ ہمارا اتر نہ جائے

ہمیں سے ہے میکدے کی رونق ہمیں سے سارا نظام رنداں

یہ کیسے ممکن ہے ساقیا اب ہمارے اوپر نظر نہ جائے

تمہاری خاطر ہی راستوں پر بچھا کے رکھی ہیں ہم نے آنکھیں

چلے بھی آؤ کہ بن تمہارے یہ موسم گل گزر نہ جائے

ورق ورق پر تمہارا چرچا تمہاری یادیں تمہاری باتیں

بڑی حفاظت سے رکھ رہا ہوں کتاب دل ہے بکھر نہ جائے

میں چاہتا ہوں کہ تم سے کہہ دوں مگر یہ مجھ سے نہ ہو سکے گا

یہ دل کے اظہار کا پرندہ قفس کے اندر ہی مر نا جائے

تمہارے در سے میں اپنا سر بھی تبھی اٹھاؤں گا جان جاناں

کہ جب تلک آرزوؔ کا بگڑا ہوا مقدر سنور نہ جائے

آرزو اشرف سلطان پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Chahte Hain Ki Jam-e-ulfat Ka Zehn-o-dil Se Asar Na Jae

Arzoo Ashraf Sultanpuri

ye chahte hain ki jam-e-ulfat ka zehn-o-dil se asar na jae
pila do hum ko phir is se pahle nasha hamara utar na jae

hamin se hai mai-kade ki raunaq hamin se sara nizam-e-rindan
ye kaise mumkin hai saqiya ab hamare upar nazar na jae

tumhaari KHatir hi raston par bichha ke rakkhi hain hum ne aankhen
chale bhi aao ki bin tumhaare ye mausam-e-gul guzar na jae

waraq waraq par tumhaara charcha tumhaari yaaden tumhaari baaten
baDi hifazat se rakh raha hun kitab-e-dil hai bikhar na jae

main chahta hun ki tum se kah dun magar ye mujh se na ho sakega
ye dil ke izhaar ka parinda qafas ke andar hi mar na jae

tumhaare dar se main apna sar bhi tabhi uThaunga jaan-e-jaanan
ki jab talak 'arzu' ka bigDa hua muqaddar sanwar na jae

(504) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Chahte Hain Ki Jam-e-ulfat Ka Zehn-o-dil Se Asar Na Jae written by Arzoo Ashraf Sultanpuri at UrduPoint. Ye Chahte Hain Ki Jam-e-ulfat Ka Zehn-o-dil Se Asar Na Jae is one of the masterpieces written by Arzoo Ashraf Sultanpuri. You can also find the complete poetry collection of Arzoo Ashraf Sultanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arzoo Ashraf Sultanpuri' above.

Ye Chahte Hain Ki Jam-e-ulfat Ka Zehn-o-dil Se Asar Na Jae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Chahte Hain Ki Jam-e-ulfat Ka Zehn-o-dil Se Asar Na Jae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.