Uski To Ek Dil-lagi Apna Bana Ke ChhoD De, Urdu Ghazal By Arzoo Lakhnavi

Uski To Ek Dil-lagi Apna Bana Ke ChhoD De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arzoo Lakhnavi. Uski To Ek Dil-lagi Apna Bana Ke ChhoD De comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Uski To Ek Dil-lagi Apna Bana Ke ChhoD De on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کی تو ایک دل لگی اپنا بنا کے چھوڑ دے

آرزو لکھنوی

اس کی تو ایک دل لگی اپنا بنا کے چھوڑ دے

جائے وہ اب کہاں جسے سب سے چھڑا کے چھوڑ دے

کھیل نہیں ہے بد گماں قول و قرار بھولنا

پھر سے آزما کے دیکھ یاد دلا کے چھوڑ دے

نبھ چکا زندگی کا ساتھ جب یہ ابھی سے حال ہے

بوجھ بٹانے والا ہی بیچ میں لا کے چھوڑ دے

اس سے کہیں تو کیا کہیں جس کے مزاج میں یہ ضد

جب نہ لگی بجھا سکے آگ لگا کے چھوڑ دے

راہ طویل پاؤں شل اور یہ ہم سفر کا حال

لے تو چلے سنبھال کے بیچ میں لا کے چھوڑ دے

آرزو لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Uski To Ek Dil-lagi Apna Bana Ke ChhoD De

Arzoo Lakhnavi

us ki to ek dil-lagi apna bana ke chhoD de
jae wo ab kahan jise sab se chhuDa ke chhoD de

khel nahin hai bad-guman qaul-o-qarar bhulna
phir se aazma ke dekh yaad dila ke chhoD de

nibh chuka zindagi ka sath jab ye abhi se haal hai
bojh baTane wala hi bich mein la ke chhoD de

us se kahen to kya kahen jis ke mizaj mein ye zid
jab na lagi bujha sake aag laga ke chhoD de

rah tawil panw shal aur ye ham-safar ka haal
le to chale sambhaal ke bich mein la ke chhoD de

(598) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Uski To Ek Dil-lagi Apna Bana Ke ChhoD De written by Arzoo Lakhnavi at UrduPoint. Uski To Ek Dil-lagi Apna Bana Ke ChhoD De is one of the masterpieces written by Arzoo Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Arzoo Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arzoo Lakhnavi' above.

Uski To Ek Dil-lagi Apna Bana Ke ChhoD De is a widely read Urdu Ghazal. If you like Uski To Ek Dil-lagi Apna Bana Ke ChhoD De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.