Jab Se Dil Shaida Hua Hai Us But-e-be-pir Ka, Urdu Ghazal By Asghar Nizami

Jab Se Dil Shaida Hua Hai Us But-e-be-pir Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asghar Nizami. Jab Se Dil Shaida Hua Hai Us But-e-be-pir Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Se Dil Shaida Hua Hai Us But-e-be-pir Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب سے دل شیدا ہوا ہے اس بت بے پیر کا

اصغر نظامی

جب سے دل شیدا ہوا ہے اس بت بے پیر کا

بادشاہ میں بن گیا ہوں رنج کی جاگیر کا

دیکھ کر تصویر اپنی بن گئے تصویر وہ

خوب جھگڑا ہوگا اب تصویر سے تصویر کا

ہے سر بالیں مسیحا اور ملک الموت بھی

اب تقاضا دیکھنا تدبیر سے تقدیر کا

خاک پائے دل ربا لانا طبیبو ڈھونڈ کر

کام مٹی سے لیا جاتا ہے اب اکسیر کا

کس کو ڈھونڈوں کون اے اصغرؔ پڑھے تحریر کو

کچھ پڑھا جاتا نہیں لکھا میری تقدیر کا

اصغر نظامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Se Dil Shaida Hua Hai Us But-e-be-pir Ka

Asghar Nizami

jab se dil shaida hua hai us but-e-be-pir ka
baadshah main ban gaya hun ranj ki jagir ka

dekh kar taswir apni ban gae taswir wo
KHub jhagDa hoga ab taswir se taswir ka

hai sar-e-baalin masiha aur malk-ul-maut bhi
ab taqaza dekhna tadbir se taqdir ka

KHak-e-pa-e-dilruba lana tabibo DhunD kar
kaam miTTi se liya jata hai ab iksir ka

kis ko DhunDun kaun ai 'asghar' paDhe tahrir ko
kuchh paDha jata nahin likkha meri taqdir ka

(449) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Se Dil Shaida Hua Hai Us But-e-be-pir Ka written by Asghar Nizami at UrduPoint. Jab Se Dil Shaida Hua Hai Us But-e-be-pir Ka is one of the masterpieces written by Asghar Nizami. You can also find the complete poetry collection of Asghar Nizami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asghar Nizami' above.

Jab Se Dil Shaida Hua Hai Us But-e-be-pir Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Se Dil Shaida Hua Hai Us But-e-be-pir Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.