Hargiz Buton Ke Dil Mein KHauf-e-KHuda Nahin Hai, Urdu Ghazal By Asghar Nizami

Hargiz Buton Ke Dil Mein KHauf-e-KHuda Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asghar Nizami. Hargiz Buton Ke Dil Mein KHauf-e-KHuda Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hargiz Buton Ke Dil Mein KHauf-e-KHuda Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہرگز بتوں کے دل میں خوف خدا نہیں ہے

اصغر نظامی

ہرگز بتوں کے دل میں خوف خدا نہیں ہے

یہ سنگ دل ہیں ان میں بوئے وفا نہیں ہے

مل مل کے خوب دھو لو آخر تو ہوگا ظاہر

ہے خون عاشقوں کا رنگ حنا نہیں ہے

یہ دیکھتی نہ ان کو کیوں ان کے ساتھ جاتا

تقصیر آنکھ کی ہے دل کی خطا نہیں ہے

باغ جہاں میں ہم نے ہر ایک گل کو سونگھا

یہ پھول کاغذی ہیں خوشبو ذرا نہیں ہے

اصغرؔ کی کچھ نہ پوچھو مے خانہ میں پڑا ہے

اس بندۂ خدا کو خوف خدا نہیں ہے

اصغر نظامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hargiz Buton Ke Dil Mein KHauf-e-KHuda Nahin Hai

Asghar Nizami

hargiz buton ke dil mein KHauf-e-KHuda nahin hai
ye sang-dil hain in mein bu-e-wafa nahin hai

mal mal ke KHub dho lo aaKHir to hoga zahir
hai KHun aashiqon ka rang-e-hina nahin hai

ye dekhti na un ko kyon un ke sath jata
taqsir aankh ki hai dil ki KHata nahin hai

bagh-e-jahan mein hum ne har ek gul ko sungha
ye phul kaghazi hain KHushbu zara nahin hai

'asghar' ki kuchh na puchho mai-KHana mein paDa hai
is banda-e-KHuda ko KHauf-e-KHuda nahin hai

(480) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hargiz Buton Ke Dil Mein KHauf-e-KHuda Nahin Hai written by Asghar Nizami at UrduPoint. Hargiz Buton Ke Dil Mein KHauf-e-KHuda Nahin Hai is one of the masterpieces written by Asghar Nizami. You can also find the complete poetry collection of Asghar Nizami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asghar Nizami' above.

Hargiz Buton Ke Dil Mein KHauf-e-KHuda Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hargiz Buton Ke Dil Mein KHauf-e-KHuda Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.