Chala Tha Aasman Chhune UDan Se Bhi Gaya, Urdu Ghazal By Ashfaq Qalaq

Chala Tha Aasman Chhune UDan Se Bhi Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashfaq Qalaq. Chala Tha Aasman Chhune UDan Se Bhi Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chala Tha Aasman Chhune UDan Se Bhi Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چلا تھا آسماں چھونے اڑان سے بھی گیا

اشفاق قلق

چلا تھا آسماں چھونے اڑان سے بھی گیا

پرائے میں نہ رہا خاندان سے بھی گیا

یقین ٹوٹا تو اپنوں پہ اعتبار کیا

مرے خیال سے وہم و گمان سے بھی گیا

پرائے لوگوں سے اس درجہ انسیت رکھی

کہ اپنے لوگوں کے یکسر دھیان سے بھی گیا

ضرورتوں کو تعلق پہ فوقیت کیا دی

خودی بھی جاتی رہی مہربان سے بھی گیا

گزرتے لمحوں کو مٹھی میں قید کر نہ سکا

گنوایا وقت بھی اپنے پلان سے بھی گیا

اسے یہ زعم کے سر ہوں گے معرکے سارے

مگر یہ ہو نہ سکا اپنی جان سے بھی گیا

اشفاق قلق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chala Tha Aasman Chhune UDan Se Bhi Gaya

Ashfaq Qalaq

chala tha aasman chhune uDan se bhi gaya
parae mein na raha KHandan se bhi gaya

yaqin TuTa to apnon pe e'tibar kiya
mere KHayal se wahm-o-guman se bhi gaya

parae logon se is darja unsiyat rakkhi
ki apne logon ke yaksar dhiyan se bhi gaya

zaruraton ko talluq pe fauqiyat kya di
KHudi bhi jati rahi mehrban se bhi gaya

guzarte lamhon ko muTThi mein qaid kar na saka
ganwaya waqt bhi apne plan se bhi gaya

use ye zoam ke sar honge marke sare
magar ye ho na saka apni jaan se bhi gaya

(629) ووٹ وصول ہوئے

You can read Chala Tha Aasman Chhune UDan Se Bhi Gaya written by Ashfaq Qalaq at UrduPoint. Chala Tha Aasman Chhune UDan Se Bhi Gaya is one of the masterpieces written by Ashfaq Qalaq. You can also find the complete poetry collection of Ashfaq Qalaq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashfaq Qalaq' above.

Chala Tha Aasman Chhune UDan Se Bhi Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chala Tha Aasman Chhune UDan Se Bhi Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.