KHamushi Ki Zaban, Urdu Nazam By Ashfaq Saleem Mirza

KHamushi Ki Zaban is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Ashfaq Saleem Mirza. KHamushi Ki Zaban comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read KHamushi Ki Zaban on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خامشی کی زبان

اشفاق سلیم مرزا

وہ جو ایسے سوال ہوتے ہیں

ان کے کیا جواب ہوتے ہیں

وہ جو خوشبو میں بستے ہیں

اور پھولوں میں ہنستے ہیں

جن کا سخن سادہ ہوتا ہے

اور حرف تازہ ہوتا ہے

اک مانوس سی خامشی میں

وہ جو ایسے سوال ہوتے ہیں

ان کے کیا جواب ہوتے ہیں

کبھی ڈھونڈ لو تو آنا

پھر مجھے بھی یہ بتانا

وہ جو ایسے سوال ہوتے ہیں

کیا ان کے بھی

جواب ہوتے ہیں

اشفاق سلیم مرزا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHamushi Ki Zaban

Ashfaq Saleem Mirza

wo jo aise sawal hote hain
un ke kya jawab hote hain
wo jo KHushbu mein baste hain
aur phulon mein hanste hain

jin ka suKHan sada hota hai
aur harf taza hota hai
ek manus si KHamushi mein
wo jo aise sawal hote hain
un ke kya jawab hote hain

kabhi DhunD lo to aana
phir mujhe bhi ye batana
wo jo aise sawal hote hain
kya un ke bhi
jawab hote hain

(534) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHamushi Ki Zaban written by Ashfaq Saleem Mirza at UrduPoint. KHamushi Ki Zaban is one of the masterpieces written by Ashfaq Saleem Mirza. You can also find the complete poetry collection of Ashfaq Saleem Mirza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashfaq Saleem Mirza' above.

KHamushi Ki Zaban is a widely read Urdu Nazam. If you like KHamushi Ki Zaban, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.