De Aaya Apni Jaan Bhi Darbar-e-ishq Mein, Urdu Ghazal By Ashraf Shad

De Aaya Apni Jaan Bhi Darbar-e-ishq Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashraf Shad. De Aaya Apni Jaan Bhi Darbar-e-ishq Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read De Aaya Apni Jaan Bhi Darbar-e-ishq Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دے آیا اپنی جان بھی دربار عشق میں

اشرف شاد

دے آیا اپنی جان بھی دربار عشق میں

پھر بھی نہ بن سکا خبر اخبار‌ عشق میں

جب مل نہ پایا اس سے مجھے اذن گفتگو

میں اک کتاب بن گیا اظہار عشق میں

قیمت لگا سکا نہ خریدار پھر بھی میں

جنس وفا بنا رہا بازار عشق میں

شاید یہی تھی اس کی محبت کی انتہا

مجھ کو بھی اس نے چن دیا دیوار عشق میں

تہہ تک میں کھوج آیا ہوا غرق بار بار

آیا نہ پھر بھی تیرنا منجھدار عشق میں

اشرف شاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

De Aaya Apni Jaan Bhi Darbar-e-ishq Mein

Ashraf Shad

de aaya apni jaan bhi darbar-e-ishq mein
phir bhi na ban saka KHabar aKHbar-e-ishq mein

jab mil na paya us se mujhe izn-e-guftugu
main ek kitab ban gaya izhaar-e-ishq mein

qimat laga saka na KHaridar phir bhi main
jins-e-wafa bana raha bazar-e-ishq mein

shayad yahi thi us ki mohabbat ki intiha
mujh ko bhi us ne chun diya diwar-e-ishq mein

tah tak main khoj aaya hua gharq bar bar
aaya na phir bhi tairna manjhdar-e-ishq mein

(687) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read De Aaya Apni Jaan Bhi Darbar-e-ishq Mein written by Ashraf Shad at UrduPoint. De Aaya Apni Jaan Bhi Darbar-e-ishq Mein is one of the masterpieces written by Ashraf Shad. You can also find the complete poetry collection of Ashraf Shad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashraf Shad' above.

De Aaya Apni Jaan Bhi Darbar-e-ishq Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like De Aaya Apni Jaan Bhi Darbar-e-ishq Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.