Thin Zaminen Gum-shuda Aur Aasman Milta Na Tha, Urdu Ghazal By Ashraf Shad

Thin Zaminen Gum-shuda Aur Aasman Milta Na Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashraf Shad. Thin Zaminen Gum-shuda Aur Aasman Milta Na Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Thin Zaminen Gum-shuda Aur Aasman Milta Na Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تھیں زمینیں گم شدہ اور آسماں ملتا نہ تھا

اشرف شاد

تھیں زمینیں گم شدہ اور آسماں ملتا نہ تھا

سر پہ سورج تھا مرے پر سائباں ملتا نہ تھا

بے نتیجہ ہی رہی ہے ہر سفر کی جستجو

ڈھونڈنے نکلے تھے جس کو وہ جہاں ملتا نہ تھا

منزلیں آسان تھیں اور راستے مخدوش تھے

کشتیاں موجود تھیں پر بادباں ملتا نہ تھا

گھونسلے خالی پڑے ہیں اور وہیں پر آس پاس

کچھ پرندے تھے کہ جن کو آشیاں ملتا نہ تھا

گردش دوراں مجھے پھر اب وہیں لے آئی ہے

شہر جو میرا تھا لیکن ہم زباں ملتا نہ تھا

اشرف شاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Thin Zaminen Gum-shuda Aur Aasman Milta Na Tha

Ashraf Shad

thin zaminen gum-shuda aur aasman milta na tha
sar pe suraj tha mere par saeban milta na tha

be-natija hi rahi hai har safar ki justuju
DhunDne nikle the jis ko wo jahan milta na tha

manzilen aasan thin aur raste maKHdush the
kashtiyan maujud thin par baadban milta na tha

ghonsle KHali paDe hain aur wahin par aas pas
kuchh parinde the ki jin ko aashiyan milta na tha

gardish-e-dauran mujhe phir ab wahin le aai hai
shahr jo mera tha lekin ham-zaban milta na tha

(646) ووٹ وصول ہوئے

You can read Thin Zaminen Gum-shuda Aur Aasman Milta Na Tha written by Ashraf Shad at UrduPoint. Thin Zaminen Gum-shuda Aur Aasman Milta Na Tha is one of the masterpieces written by Ashraf Shad. You can also find the complete poetry collection of Ashraf Shad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashraf Shad' above.

Thin Zaminen Gum-shuda Aur Aasman Milta Na Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Thin Zaminen Gum-shuda Aur Aasman Milta Na Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.