Nahin Hai Yun Ke Dama-dam Hawa Ne Raqs Kiya, Urdu Ghazal By Asif Rasheed Asjad

Nahin Hai Yun Ke Dama-dam Hawa Ne Raqs Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asif Rasheed Asjad. Nahin Hai Yun Ke Dama-dam Hawa Ne Raqs Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nahin Hai Yun Ke Dama-dam Hawa Ne Raqs Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہیں ہے یوں کے دما دم ہوا نے رقص کیا

آصف رشید اسجد

نہیں ہے یوں کے دما دم ہوا نے رقص کیا

شدید حبس تھا کم کم ہوا نے رقص کیا

بس ایک میں ہی وہاں پر طواف میں تو نہ تھا

درون شہر مکرم ہوا نے رقص کیا

چراغ قتل ہوا تو خوشی سے مقتل میں

لگا کے نعرۂ رقصم ہوا نے رقص کیا

تمام دن کی تمازت کے بعد رات گئے

گری جو پھول پہ شبنم ہوا نے رقص کیا

سمندروں کے سفر سے پلٹ کے آئی تو

ذرا ذرا سی ہوئی نم ہوا نے رقص کیا

آصف رشید اسجد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nahin Hai Yun Ke Dama-dam Hawa Ne Raqs Kiya

Asif Rasheed Asjad

nahin hai yun ke dama-dam hawa ne raqs kiya
shadid habs tha kam kam hawa ne raqs kiya

bas ek main hi wahan par tawaf mein to na tha
darun-e-shahr-e-mukarram hawa ne raqs kiya

charagh qatl hua to KHushi se maqtal mein
laga ke nara-e-raqsam hawa ne raqs kiya

tamam din ki tamazat ke baad raat gae
giri jo phul pe shabnam hawa ne raqs kiya

samundaron ke safar se palaT ke aai to
zara zara si hui nam hawa ne raqs kiya

(824) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nahin Hai Yun Ke Dama-dam Hawa Ne Raqs Kiya written by Asif Rasheed Asjad at UrduPoint. Nahin Hai Yun Ke Dama-dam Hawa Ne Raqs Kiya is one of the masterpieces written by Asif Rasheed Asjad. You can also find the complete poetry collection of Asif Rasheed Asjad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asif Rasheed Asjad' above.

Nahin Hai Yun Ke Dama-dam Hawa Ne Raqs Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nahin Hai Yun Ke Dama-dam Hawa Ne Raqs Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.