Chand Aangan Mein Jab Utarta Hai, Urdu Ghazal By Asim Ejaz

Chand Aangan Mein Jab Utarta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asim Ejaz. Chand Aangan Mein Jab Utarta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chand Aangan Mein Jab Utarta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چاند آنگن میں جب اترتا ہے

عاصم اعجاز

چاند آنگن میں جب اترتا ہے

زرد پتوں میں رنگ بھرتا ہے

کون رکتا ہے عمر بھر کے لیے

عکس پانی میں کب ٹھہرتا ہے

کوئی کیسے کہیں پہ رک جائے

وقت ہر حال میں گزرتا ہے

حسن بے خود کو دیکھنے کے لیے

آئنہ دیر تک سنورتا ہے

حسن بے کل کی رونمائی تک

کوئی جیتا ہے کوئی مرتا ہے

اپنے جیسوں میں معتبر ہو کر

آدمی آدمی سے ڈرتا ہے

عاصم اعجاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chand Aangan Mein Jab Utarta Hai

Asim Ejaz

chand aangan mein jab utarta hai
zard patton mein rang bharta hai

kaun rukta hai umr bhar ke liye
aks pani mein kab Thaharta hai

koi kaise kahin pe ruk jae
waqt har haal mein guzarta hai

husn-e-be-KHud ko dekhne ke liye
aaina der tak sanwarta hai

husn-e-be-kal ki ru-numai tak
koi jita hai koi marta hai

apne jaison mein mo'atabar ho kar
aadmi aadmi se Darta hai

(598) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chand Aangan Mein Jab Utarta Hai written by Asim Ejaz at UrduPoint. Chand Aangan Mein Jab Utarta Hai is one of the masterpieces written by Asim Ejaz. You can also find the complete poetry collection of Asim Ejaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asim Ejaz' above.

Chand Aangan Mein Jab Utarta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chand Aangan Mein Jab Utarta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.