Sukh Jata Hai Har Shajar Mujh Mein, Urdu Ghazal By Aslam Rashid

Sukh Jata Hai Har Shajar Mujh Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aslam Rashid. Sukh Jata Hai Har Shajar Mujh Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sukh Jata Hai Har Shajar Mujh Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سوکھ جاتا ہے ہر شجر مجھ میں

اسلم راشد

سوکھ جاتا ہے ہر شجر مجھ میں

کچھ دعائیں ہیں بے اثر مجھ میں

جانتا ہی نہیں ہوں میں اس کو

وہ جو آنے لگا نظر مجھ میں

دھوپ میں دیکھ کر پرندوں کو

اگنے لگتا ہے اک شجر مجھ میں

پاؤں اب پوچھنے لگے مجھ سے

میں سفر میں ہوں یا سفر مجھ میں

آئنہ دیکھ کر لگا مجھ کو

میں نظر میں ہوں یا نظر مجھ میں

درد میں ڈوب ہی گئی آواز

ہجر نے اب کیا اثر مجھ میں

اسلم راشد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sukh Jata Hai Har Shajar Mujh Mein

Aslam Rashid

sukh jata hai har shajar mujh mein
kuchh duaen hain be-asar mujh mein

jaanta hi nahin hun main us ko
wo jo aane laga nazar mujh mein

dhup mein dekh kar parindon ko
ugne lagta hai ek shajar mujh mein

panw ab puchhne lage mujh se
main safar mein hun ya safar mujh mein

aaina dekh kar laga mujh ko
main nazar mein hun ya nazar mujh mein

dard mein Dub hi gai aawaz
hijr ne ab kiya asar mujh mein

(732) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sukh Jata Hai Har Shajar Mujh Mein written by Aslam Rashid at UrduPoint. Sukh Jata Hai Har Shajar Mujh Mein is one of the masterpieces written by Aslam Rashid. You can also find the complete poetry collection of Aslam Rashid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aslam Rashid' above.

Sukh Jata Hai Har Shajar Mujh Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sukh Jata Hai Har Shajar Mujh Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.