Ek Qadam UTh Gaya Rawani Mein, Urdu Ghazal By Aslam Rashid

Ek Qadam UTh Gaya Rawani Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aslam Rashid. Ek Qadam UTh Gaya Rawani Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Qadam UTh Gaya Rawani Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک قدم اٹھ گیا روانی میں

اسلم راشد

اک قدم اٹھ گیا روانی میں

درد پھر آ گیا کہانی میں

کوئی تو چاند کو سکھاتا ہے

ڈوبنا روز روز پانی میں

صرف تو نے نگاہ پھیری ہے

موڑ سا آ گیا کہانی میں

اس کی آنکھوں میں ڈوب کر دیکھا

تشنگی بڑھ گئی ہے پانی میں

کچھ دیئے رات بھر رہے روشن

ایک جگنو کی میزبانی میں

میں اکیلا کھڑا تھا سچ کے ساتھ

مجھ کو مرنا ہی تھا کہانی میں

اسلم راشد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Qadam UTh Gaya Rawani Mein

Aslam Rashid

ek qadam uTh gaya rawani mein
dard phir aa gaya kahani mein

koi to chand ko sikhata hai
Dubna roz roz pani mein

sirf tu ne nigah pheri hai
moD sa aa gaya kahani mein

us ki aankhon mein Dub kar dekha
tishnagi baDh gai hai pani mein

kuchh diye raat-bhar rahe raushan
ek jugnu ki mezbani mein

main akela khaDa tha sach ke sath
mujh ko marna hi tha kahani mein

(697) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Qadam UTh Gaya Rawani Mein written by Aslam Rashid at UrduPoint. Ek Qadam UTh Gaya Rawani Mein is one of the masterpieces written by Aslam Rashid. You can also find the complete poetry collection of Aslam Rashid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aslam Rashid' above.

Ek Qadam UTh Gaya Rawani Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Qadam UTh Gaya Rawani Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.