Kaf-e-qatil Mein KHanjar Jagta Hai, Urdu Ghazal By Asrarul Haq Asrar

Kaf-e-qatil Mein KHanjar Jagta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asrarul Haq Asrar. Kaf-e-qatil Mein KHanjar Jagta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaf-e-qatil Mein KHanjar Jagta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کف قاتل میں خنجر جاگتا ہے

اسرارالحق اسرار

کف قاتل میں خنجر جاگتا ہے

بڑا پر کیف منظر جاگتا ہے

ادھر انگڑائیاں لیتی ہیں نیندیں

ادھر زخموں کا بستر جاگتا ہے

اٹھے ہے پہلے سینے میں دھواں سا

پھر آنکھوں میں سمندر جاگتا ہے

عجب ہے درد کو یادوں سے نسبت

کہ نغمہ جیسے لے پر جاگتا ہے

تمناؤں کا یہ انجام توبہ

لہو کا اک سمندر جاگتا ہے

یہ عالم تو نہ تھا درماں سے پہلے

کہ اب رگ رگ میں نشتر جاگتا ہے

تمہارے شعر بھی اسرارؔ کیا ہیں

بس اک لفظوں کا لشکر جاگتا ہے

اسرارالحق اسرار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaf-e-qatil Mein KHanjar Jagta Hai

Asrarul Haq Asrar

kaf-e-qatil mein KHanjar jagta hai
baDa pur-kaif manzar jagta hai

udhar angDaiyan leti hain ninden
idhar zaKHmon ka bistar jagta hai

uThe hai pahle sine mein dhuan sa
phir aankhon mein samundar jagta hai

ajab hai dard ko yaadon se nisbat
ki naghma jaise lai par jagta hai

tamannaon ka ye anjam tauba
lahu ka ek samundar jagta hai

ye aalam to na tha darman se pahle
ki ab rag rag mein nishtar jagta hai

tumhaare sher bhi 'asrar' kya hain
bas ek lafzon ka lashkar jagta hai

(675) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kaf-e-qatil Mein KHanjar Jagta Hai written by Asrarul Haq Asrar at UrduPoint. Kaf-e-qatil Mein KHanjar Jagta Hai is one of the masterpieces written by Asrarul Haq Asrar. You can also find the complete poetry collection of Asrarul Haq Asrar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asrarul Haq Asrar' above.

Kaf-e-qatil Mein KHanjar Jagta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaf-e-qatil Mein KHanjar Jagta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.