Kisi Aur Ko Main Tere Siwa Nahin Chahta, Urdu Ghazal By Ataul Hasan

Kisi Aur Ko Main Tere Siwa Nahin Chahta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ataul Hasan. Kisi Aur Ko Main Tere Siwa Nahin Chahta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Aur Ko Main Tere Siwa Nahin Chahta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی اور کو میں ترے سوا نہیں چاہتا

عطا الحسن

کسی اور کو میں ترے سوا نہیں چاہتا

سو کسی سے تیرا موازنہ نہیں چاہتا

کوئی کند ذہن قبیل سے ہے مرے خلاف

کہ وہ روشنی کا ہی ارتقا نہیں چاہتا

تو حسین ہے سو مغالطے میں نہ خرچ ہو

مرے دوست دل سے تجھے ذرا نہیں چاہتا

ترا وصل چاہے رگوں میں زہر اتار دے

ترے ہجر کا کبھی اژدہا نہیں چاہتا

ابھی دل کو ماضی کی صحبتوں کا ملال ہے

نئے شہر میں کوئی آشنا نہیں چاہتا

یہ پرند پیڑ چراغ تو مرے ساتھ ہیں

مرا خاندان مری رضا نہیں چاہتا

عطا الحسن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Aur Ko Main Tere Siwa Nahin Chahta

Ataul Hasan

kisi aur ko main tere siwa nahin chahta
so kisi se tera muwazana nahin chahta

koi kund zehn qabil se hai mere KHilaf
ki wo raushni ka hi irtiqa nahin chahta

tu hasin hai so mughaalate mein na KHarch ho
mere dost dil se tujhe zara nahin chahta

tera wasl chahe ragon mein zahr utar de
tere hijr ka kabhi azhdaha nahin chahta

abhi dil ko mazi ki sohbaton ka malal hai
nae shahr mein koi aashna nahin chahta

ye parind peD charagh to mere sath hain
mera KHandan meri raza nahin chahta

(755) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Aur Ko Main Tere Siwa Nahin Chahta written by Ataul Hasan at UrduPoint. Kisi Aur Ko Main Tere Siwa Nahin Chahta is one of the masterpieces written by Ataul Hasan. You can also find the complete poetry collection of Ataul Hasan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ataul Hasan' above.

Kisi Aur Ko Main Tere Siwa Nahin Chahta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Aur Ko Main Tere Siwa Nahin Chahta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.