Kahan Gae Shab-e-mahtab Ke Jamal-zada, Urdu Ghazal By Ataur Rahman Jameel

Kahan Gae Shab-e-mahtab Ke Jamal-zada is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ataur Rahman Jameel. Kahan Gae Shab-e-mahtab Ke Jamal-zada comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kahan Gae Shab-e-mahtab Ke Jamal-zada on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہاں گئے شب مہتاب کے جمال زدہ

عطا الرحمن جمیل

کہاں گئے شب مہتاب کے جمال زدہ

اکیلا شہر میں پھرتا ہوں میں خیال زدہ

تمہاری بزم سے جب بھی اٹھے تو حال زدہ

کبھی جواب کے مارے کبھی سوال زدہ

ترے فراق کے مارے نظر تو آتے ہیں

نگار شعر کہاں ہیں ترے وصال زدہ

نہ دیکھو یوں مری جانب اداس آنکھوں سے

کہ مجھ سے پہلے بھی گزرے بہت کمال زدہ

ستارے ڈوب رہے ہیں جمیلؔ سو جاؤ

یہ کاروبار جہاں کب نہ تھا مآل زدہ

عطا الرحمن جمیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahan Gae Shab-e-mahtab Ke Jamal-zada

Ataur Rahman Jameel

kahan gae shab-e-mahtab ke jamal-zada
akela shahr mein phirta hun main KHayal-zada

tumhaari bazm se jab bhi uThe to haal-zada
kabhi jawab ke mare kabhi sawal-zada

tere firaq ke mare nazar to aate hain
nigar-e-sher kahan hain tere visal-zada

na dekho yun meri jaanib udas aankhon se
ki mujh se pahle bhi guzre bahut kamal-zada

sitare Dub rahe hain 'jamil' so jao
ye karobar-e-jahan kab na tha maal-zada

(706) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kahan Gae Shab-e-mahtab Ke Jamal-zada written by Ataur Rahman Jameel at UrduPoint. Kahan Gae Shab-e-mahtab Ke Jamal-zada is one of the masterpieces written by Ataur Rahman Jameel. You can also find the complete poetry collection of Ataur Rahman Jameel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ataur Rahman Jameel' above.

Kahan Gae Shab-e-mahtab Ke Jamal-zada is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahan Gae Shab-e-mahtab Ke Jamal-zada, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.