Main Apni Sochon Mein Ek Dariya Bana Raha Tha, Urdu Ghazal By Ateeq Ahmad

Main Apni Sochon Mein Ek Dariya Bana Raha Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ateeq Ahmad. Main Apni Sochon Mein Ek Dariya Bana Raha Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Apni Sochon Mein Ek Dariya Bana Raha Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں اپنی سوچوں میں ایک دریا بنا رہا تھا

عتیق احمد

میں اپنی سوچوں میں ایک دریا بنا رہا تھا

جو ٹوٹی پھوٹی سی کشتیوں کو چلا رہا تھا

تمہارے جانے کے بعد بالکل ہنسا نہیں میں

شکستہ پا ہو کے اپنے اندر کو کھا رہا تھا

وہ بند کمرے میں میری یادیں پرو رہی تھی

میں بزم امکاں سے خواب جس کے اٹھا رہا تھا

مری نگہ میں یہ ایک منظر رکا ہوا ہے

کہ ایک صحرا تھا اور دریا بنا رہا تھا

وہ تیرے آنے کی تھی خوشی کہ عتیق احمدؔ

جو گھر میں قیدی تھے سب پرندے اڑا رہا تھا

عتیق احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Apni Sochon Mein Ek Dariya Bana Raha Tha

Ateeq Ahmad

main apni sochon mein ek dariya bana raha tha
jo TuTi phuTi si kashtiyon ko chala raha tha

tumhaare jaane ke baad bilkul hansa nahin main
shikasta-pa ho ke apne andar ko kha raha tha

wo band kamre mein meri yaaden piro rahi thi
main bazm-e-imkan se KHwab jis ke uTha raha tha

meri nigah mein ye ek manzar ruka hua hai
ki ek sahra tha aur dariya bana raha tha

wo tere aane ki thi KHushi ki 'atiq-ahmad'
jo ghar mein qaidi the sab parinde uDa raha tha

(759) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Apni Sochon Mein Ek Dariya Bana Raha Tha written by Ateeq Ahmad at UrduPoint. Main Apni Sochon Mein Ek Dariya Bana Raha Tha is one of the masterpieces written by Ateeq Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Ateeq Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ateeq Ahmad' above.

Main Apni Sochon Mein Ek Dariya Bana Raha Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Apni Sochon Mein Ek Dariya Bana Raha Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.