Kisi Ne Bheja Hai KHat Pyar Aur Wafa Likh Kar, Urdu Ghazal By Ateeq Anzar

Kisi Ne Bheja Hai KHat Pyar Aur Wafa Likh Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ateeq Anzar. Kisi Ne Bheja Hai KHat Pyar Aur Wafa Likh Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Ne Bheja Hai KHat Pyar Aur Wafa Likh Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی نے بھیجا ہے خط پیار اور وفا لکھ کر

عتیق انظر

کسی نے بھیجا ہے خط پیار اور وفا لکھ کر

قلم سے کام دیا ہے مجھے خدا لکھ کر

فقط سلام ہی لکھتا تھا پیڑ کو خط میں

میں آج خوش ہوں بہت پھول کو دعا لکھ کر

مجھے بچا کے نہ کر عدل کا لہو اے دوست

قلم کو توڑ مری موت کی سزا لکھ کر

مجھے چراغوں کے بجھنے کا غم تو ہے لیکن

مرا ضمیر ہے زندہ تجھے ہوا لکھ کر

تم آسماں کو اگر لکھ سکو زمین تو پھر

گرا دو مجھ کو مرے فن پہ تبصرہ لکھ کر

عتیق انظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Ne Bheja Hai KHat Pyar Aur Wafa Likh Kar

Ateeq Anzar

kisi ne bheja hai KHat pyar aur wafa likh kar
qalam se kaam diya hai mujhe KHuda likh kar

faqat salam hi likhta tha peD ko KHat mein
main aaj KHush hun bahut phul ko dua likh kar

mujhe bacha ke na kar adl ka lahu ai dost
qalam ko toD meri maut ki saza likh kar

mujhe charaghon ke bujhne ka gham to hai lekin
mera zamir hai zinda tujhe hawa likh kar

tum aasman ko agar likh sako zamin to phir
gira do mujh ko mere fan pe tabsira likh kar

(817) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Ne Bheja Hai KHat Pyar Aur Wafa Likh Kar written by Ateeq Anzar at UrduPoint. Kisi Ne Bheja Hai KHat Pyar Aur Wafa Likh Kar is one of the masterpieces written by Ateeq Anzar. You can also find the complete poetry collection of Ateeq Anzar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ateeq Anzar' above.

Kisi Ne Bheja Hai KHat Pyar Aur Wafa Likh Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Ne Bheja Hai KHat Pyar Aur Wafa Likh Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.