Mutmain Ho Ke Marne Ka Saman Kar, Urdu Ghazal By Athar Shakeel

Mutmain Ho Ke Marne Ka Saman Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Athar Shakeel. Mutmain Ho Ke Marne Ka Saman Kar comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Mutmain Ho Ke Marne Ka Saman Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مطمئن ہو کے مرنے کا سامان کر

اطہر شکیل

مطمئن ہو کے مرنے کا سامان کر

زندگی اے خدا مجھ پہ آسان کر

صرف رسمی تعارف ہی کافی نہیں

میرے نزدیک آ میری پہچان کر

رسم ہے سجدہ ریزی تو کچھ بھی نہیں

قلب کو پہلے اپنے مسلمان کر

ابر کی اوٹ میں چاند کب کا چھپا

اب نہ چہرے پہ زلفیں پریشان کر

موت تو آئے گی بے طلب آئے گی

زندگی ہے تو جینے کا ارمان کر

اس سے مل کر میں کہتا تو کیسے شکیلؔ

مجھ کو گھر اپنے اک روز مہمان کر

اطہر شکیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mutmain Ho Ke Marne Ka Saman Kar

Athar Shakeel

mutmain ho ke marne ka saman kar
zindagi ai KHuda mujh pe aasan kar

sirf rasmi taaruf hi kafi nahin
mere nazdik aa meri pahchan kar

rasm hai sajda-rezi to kuchh bhi nahin
qalb ko pahle apne musalman kar

abr ki oT mein chand kab ka chhupa
ab na chehre pe zulfen pareshan kar

maut to aaegi be-talab aaegi
zindagi hai to jine ka arman kar

us se mil kar main kahta to kaise 'shakil'
mujh ko ghar apne ek roz mehman kar

(524) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mutmain Ho Ke Marne Ka Saman Kar written by Athar Shakeel at UrduPoint. Mutmain Ho Ke Marne Ka Saman Kar is one of the masterpieces written by Athar Shakeel. You can also find the complete poetry collection of Athar Shakeel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Athar Shakeel' above.

Mutmain Ho Ke Marne Ka Saman Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mutmain Ho Ke Marne Ka Saman Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.