Natija Tajassus Ka Behtar Bhi Hai, Urdu Ghazal By Athar Shakeel

Natija Tajassus Ka Behtar Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Athar Shakeel. Natija Tajassus Ka Behtar Bhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Natija Tajassus Ka Behtar Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نتیجہ تجسس کا بہتر بھی ہے

اطہر شکیل

نتیجہ تجسس کا بہتر بھی ہے

مشقت کی تہ میں مقدر بھی ہے

ندی پار کرنا ہی کافی نہیں

ابھی راستے میں سمندر بھی ہے

اگر گھر کو چھوڑیں تو جائیں کہاں

قیامت تو کھڑکی سے باہر بھی ہے

گلابوں کا دھوکا نہ کھائے کوئی

عزیزوں کی جھولی میں پتھر بھی ہے

نہیں نیند آنکھوں میں تجھ بن مری

خنک رات ہے تن پہ چادر بھی ہے

بتاؤ زمانے میں اطہرؔ تمہیں

سکوں ایک دن کو میسر بھی ہے

اطہر شکیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Natija Tajassus Ka Behtar Bhi Hai

Athar Shakeel

natija tajassus ka behtar bhi hai
mashaqqat ki tah mein muqaddar bhi hai

nadi par karna hi kafi nahin
abhi raste mein samundar bhi hai

agar ghar ko chhoDen to jaen kahan
qayamat to khiDki se bahar bhi hai

gulabon ka dhoka na khae koi
azizon ki jholi mein patthar bhi hai

nahin nind aankhon mein tujh bin meri
KHunuk raat hai tan pe chadar bhi hai

batao zamane mein 'athar' tumhein
sukun ek din ko mayassar bhi hai

(661) ووٹ وصول ہوئے

You can read Natija Tajassus Ka Behtar Bhi Hai written by Athar Shakeel at UrduPoint. Natija Tajassus Ka Behtar Bhi Hai is one of the masterpieces written by Athar Shakeel. You can also find the complete poetry collection of Athar Shakeel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Athar Shakeel' above.

Natija Tajassus Ka Behtar Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Natija Tajassus Ka Behtar Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.