Kisa-e-darwesh Mein Jo Bhi Hai Zar Utna Hi Hai, Urdu Ghazal By Atiiqullah

Kisa-e-darwesh Mein Jo Bhi Hai Zar Utna Hi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Atiiqullah. Kisa-e-darwesh Mein Jo Bhi Hai Zar Utna Hi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisa-e-darwesh Mein Jo Bhi Hai Zar Utna Hi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیسۂ درویش میں جو بھی ہے زر اتنا ہی ہے

عتیق اللہ

کیسۂ درویش میں جو بھی ہے زر اتنا ہی ہے

اور دیکھا جائے تو مجھ کو خطر اتنا ہی ہے

پاؤں رکھنے کے لیے کوئی جگہ تو چاہیئے

شہر کے اس باب میں میرا گزر اتنا ہی ہے

میں جہاں پہنچا نہیں ایسے بھی ویرانے بتا

دوست اپنا رشتۂ دیوار و در اتنا ہی ہے

ایک مشت خاک یہ اور وہ ہوائے تند و تیز

اور ترا احسان میری ذات پر اتنا ہی ہے

اس گلی سے اس گلی تک دوڑتا رہتا ہوں میں

رات اتنی ہی میسر ہے سفر اتنا ہی ہے

عتیق اللہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisa-e-darwesh Mein Jo Bhi Hai Zar Utna Hi Hai

Atiiqullah

kisa-e-darwesh mein jo bhi hai zar utna hi hai
aur dekha jae to mujh ko KHatar utna hi hai

panw rakhne ke liye koi jagah to chahiye
shahr ke is bab mein mera guzar utna hi hai

main jahan pahuncha nahin aise bhi virane bata
dost apna rishta-e-diwar-o-dar utna hi hai

ek musht-e-KHak ye aur wo hawa-e-tund-o-tez
aur tera ehsan meri zat par utna hi hai

is gali se us gali tak dauDta rahta hun main
raat utni hi mayassar hai safar utna hi hai

(716) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisa-e-darwesh Mein Jo Bhi Hai Zar Utna Hi Hai written by Atiiqullah at UrduPoint. Kisa-e-darwesh Mein Jo Bhi Hai Zar Utna Hi Hai is one of the masterpieces written by Atiiqullah. You can also find the complete poetry collection of Atiiqullah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Atiiqullah' above.

Kisa-e-darwesh Mein Jo Bhi Hai Zar Utna Hi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisa-e-darwesh Mein Jo Bhi Hai Zar Utna Hi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.