Qalb-gah Mein Zara Zara Sa Kuchh, Urdu Ghazal By Atiiqullah

Qalb-gah Mein Zara Zara Sa Kuchh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Atiiqullah. Qalb-gah Mein Zara Zara Sa Kuchh comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qalb-gah Mein Zara Zara Sa Kuchh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قلب گہہ میں ذرا ذرا سا کچھ

عتیق اللہ

قلب گہہ میں ذرا ذرا سا کچھ

زخم جیسا چمک رہا تھا کچھ

یوں تو وہ لوگ مجھ ہی جیسے تھے

ان کی آنکھوں میں اور ہی تھا کچھ

تھا سر جسم اک چراغاں سا

روشنی میں نظر نہ آیا کچھ

ہم زمیں کی طرف جب آئے تھے

آسمانوں میں رہ گیا تھا کچھ

دوسروں کی نظر سے دیکھیں گے

دیکھنا کچھ تھا ہم نے دیکھا کچھ

کچھ بدن کی زبان کہتی تھی

آنسوؤں کی زبان میں تھا کچھ

عتیق اللہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qalb-gah Mein Zara Zara Sa Kuchh

Atiiqullah

qalb-gah mein zara zara sa kuchh
zaKHm jaisa chamak raha tha kuchh

yun to wo log mujh hi jaise the
in ki aankhon mein aur hi tha kuchh

tha sar-e-jism ek charaghan sa
raushni mein nazar na aaya kuchh

hum zamin ki taraf jab aae the
aasmanon mein rah gaya tha kuchh

dusron ki nazar se dekhenge
dekhna kuchh tha hum ne dekha kuchh

kuchh badan ki zaban kahti thi
aansuon ki zaban mein tha kuchh

(747) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qalb-gah Mein Zara Zara Sa Kuchh written by Atiiqullah at UrduPoint. Qalb-gah Mein Zara Zara Sa Kuchh is one of the masterpieces written by Atiiqullah. You can also find the complete poetry collection of Atiiqullah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Atiiqullah' above.

Qalb-gah Mein Zara Zara Sa Kuchh is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qalb-gah Mein Zara Zara Sa Kuchh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.