Mujhse Be-zaro Na Yun Sang Se Maro Mujhko, Urdu Ghazal By Atiiqullah

Mujhse Be-zaro Na Yun Sang Se Maro Mujhko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Atiiqullah. Mujhse Be-zaro Na Yun Sang Se Maro Mujhko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhse Be-zaro Na Yun Sang Se Maro Mujhko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ سے بے زارو نہ یوں سنگ سے مارو مجھ کو

عتیق اللہ

مجھ سے بے زارو نہ یوں سنگ سے مارو مجھ کو

اس سے بہتر ہے کہ پتھر ہی بنا دو مجھ کو

کیا وہی ہوں میں ابھی جس کی طلب تھی تم کو

مجھ کو ڈھونڈو مرے پہچاننے والو مجھ کو

وقت تیزاب کی مانند جھلس دے نہ کہیں

اپنے خاکستر ماضی میں دبا دو مجھ کو

مجھ سے شامل ہیں کئی خواب گزیں سناٹے

اور نزدیک ذرا آ کے صدا دو مجھ کو

فاصلے کب کسی انسان کو راس آئے ہیں

تم جو بچھڑے ہو تو کس طرح نہ غم ہو مجھ کو

عتیق اللہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhse Be-zaro Na Yun Sang Se Maro Mujhko

Atiiqullah

mujh se be-zaro na yun sang se maro mujh ko
is se behtar hai ki patthar hi bana do mujh ko

kya wahi hun main abhi jis ki talab thi tum ko
mujh ko DhunDo mere pahchanne walo mujh ko

waqt tezab ki manind jhulas de na kahin
apne KHakistar-e-mazi mein daba do mujh ko

mujh se shamil hain kai KHwab-guzin sannaTe
aur nazdik zara aa ke sada do mujh ko

fasle kab kisi insan ko ras aae hain
tum jo bichhDe ho to kis tarah na gham ho mujh ko

(680) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhse Be-zaro Na Yun Sang Se Maro Mujhko written by Atiiqullah at UrduPoint. Mujhse Be-zaro Na Yun Sang Se Maro Mujhko is one of the masterpieces written by Atiiqullah. You can also find the complete poetry collection of Atiiqullah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Atiiqullah' above.

Mujhse Be-zaro Na Yun Sang Se Maro Mujhko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhse Be-zaro Na Yun Sang Se Maro Mujhko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.