Ruh Mein Dard Ka Paiwand Lagane Wala, Urdu Ghazal By Azeem Anjum

Ruh Mein Dard Ka Paiwand Lagane Wala is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azeem Anjum. Ruh Mein Dard Ka Paiwand Lagane Wala comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ruh Mein Dard Ka Paiwand Lagane Wala on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روح میں درد کا پیوند لگانے والا

عظیم انجم

روح میں درد کا پیوند لگانے والا

تیرا ہر خواب ہے پلکوں کو جلانے والا

اک تصور کے سوا رات کے سناٹے میں

کون ہے بند کواڑوں کو ہلانے والا

میری حسرت ہے سلیقے سے کوئی تیر چلے

کیا یہاں کوئی نہیں ٹھیک نشانے والا

ضد ہے قاتل کو اسے بخش دیا جائے گا

جرم تسلیم کرے دار پہ جانے والا

آج کچھ درد کی شدت میں کمی ہے شاید

سو گیا ہے مرے زخموں کا جگانے والا

مجھ کو یوں پڑھ کے سبھی بھول گئے ہیں انجمؔ

جیسے میں ہوں کوئی کردار فسانے والا

عظیم انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ruh Mein Dard Ka Paiwand Lagane Wala

Azeem Anjum

ruh mein dard ka paiwand lagane wala
tera har KHwab hai palkon ko jalane wala

ek tasawwur ke siwa raat ke sannaTe mein
kaun hai band kiwaDon ko hilane wala

meri hasrat hai saliqe se koi tir chale
kya yahan koi nahin Thik nishane wala

zid hai qatil ko use baKHsh diya jaega
jurm taslim kare dar pe jaane wala

aaj kuchh dard ki shiddat mein kami hai shayad
so gaya hai mere zaKHmon ka jagane wala

mujh ko yun paDh ke sabhi bhul gae hain 'anjum'
jaise main hun koi kirdar fasane wala

(490) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ruh Mein Dard Ka Paiwand Lagane Wala written by Azeem Anjum at UrduPoint. Ruh Mein Dard Ka Paiwand Lagane Wala is one of the masterpieces written by Azeem Anjum. You can also find the complete poetry collection of Azeem Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azeem Anjum' above.

Ruh Mein Dard Ka Paiwand Lagane Wala is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ruh Mein Dard Ka Paiwand Lagane Wala, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.