Banae Zehn Parindon Ki Ye Qatar Mera, Urdu Ghazal By Azhar Inayati

Banae Zehn Parindon Ki Ye Qatar Mera is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Inayati. Banae Zehn Parindon Ki Ye Qatar Mera comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Banae Zehn Parindon Ki Ye Qatar Mera on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بنائے ذہن پرندوں کی یہ قطار مرا

اظہر عنایتی

بنائے ذہن پرندوں کی یہ قطار مرا

اسی نظارے سے کچھ کم ہو انتشار مرا

جو میں بھی آگ میں ہجرت کا تجربہ کرتا

مہاجروں ہی میں ہوتا وہاں شمار مرا

پھر اپنی آنکھیں سجائے ہوئے میں گھر آیا

سفر اک اور رہا اب کے خوش گوار مرا

تمام عمر تو خوابوں میں کٹ نہیں سکتی

بہت دنوں تو کیا اس نے انتظار مرا

یہ میرا شہر مری خامیوں سے واقف ہے

یہاں کسی کو نہ آئے گا اعتبار مرا

یہ لوگ صرف مری زندگی کے دشمن ہیں

مجسمہ یہ بنائیں گے شاندار مرا

مری بساط سے اظہرؔ بہت زیادہ تھیں

توقعات جو رکھتا تھا مجھ سے یار مرا

اظہر عنایتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Banae Zehn Parindon Ki Ye Qatar Mera

Azhar Inayati

banae zehn parindon ki ye qatar mera
isi nazare se kuchh kam ho intishaar mera

jo main bhi aag mein hijrat ka tajraba karta
muhajiron hi mein hota wahan shumar mera

phir apni aankhen sajae hue main ghar aaya
safar ek aur raha ab ke KHush-gawar mera

tamam umr to KHwabon mein kaT nahin sakti
bahut dinon to kiya us ne intizar mera

ye mera shahr meri KHamiyon se waqif hai
yahan kisi ko na aaega e'tibar mera

ye log sirf meri zindagi ke dushman hain
mujassama ye banaenge shandar mera

meri bisat se 'azhar' bahut ziyaada thin
tawaqquat jo rakhta tha mujh se yar mera

(526) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Banae Zehn Parindon Ki Ye Qatar Mera written by Azhar Inayati at UrduPoint. Banae Zehn Parindon Ki Ye Qatar Mera is one of the masterpieces written by Azhar Inayati. You can also find the complete poetry collection of Azhar Inayati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Inayati' above.

Banae Zehn Parindon Ki Ye Qatar Mera is a widely read Urdu Ghazal. If you like Banae Zehn Parindon Ki Ye Qatar Mera, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.