Jaane Aaya Tha Kyun Makan Se Main, Urdu Ghazal By Azhar Inayati

Jaane Aaya Tha Kyun Makan Se Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Inayati. Jaane Aaya Tha Kyun Makan Se Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaane Aaya Tha Kyun Makan Se Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جانے آیا تھا کیوں مکان سے میں

اظہر عنایتی

جانے آیا تھا کیوں مکان سے میں

کیا خریدوں گا اس دکان سے میں

ہو گیا اپنی ہی انا سے ہلاک

دب گیا اپنی ہی چٹان سے میں

ایک رنگین سی بغاوت پر

کٹ گیا سارے خاندان سے میں

روز باتوں کے تیر چھوڑتا ہوں

اپنے اجداد کی کمان سے میں

مانگتا ہوں کبھی لرز کے دعا

کبھی لڑتا ہوں آسمان سے میں

اے مرے دوست تھک نہ جاؤں کہیں

تری آواز کی تکان سے میں

ڈرتا رہتا ہوں خود بھی اظہرؔ خاں

اپنے اندر کے اس پٹھان سے میں

اظہر عنایتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaane Aaya Tha Kyun Makan Se Main

Azhar Inayati

jaane aaya tha kyun makan se main
kya KHaridunga is dukan se main

ho gaya apni hi ana se halak
dab gaya apni hi chaTan se main

ek rangin si baghawat par
kaT gaya sare KHandan se main

roz baaton ke tir chhoDta hun
apne ajdad ki kaman se main

mangta hun kabhi laraz ke dua
kabhi laDta hun aasman se main

ai mere dost thak na jaun kahin
teri aawaz ki takan se main

Darta rahta hun KHud bhi 'azhar'-KHan
apne andar ke is paThan se main

(487) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaane Aaya Tha Kyun Makan Se Main written by Azhar Inayati at UrduPoint. Jaane Aaya Tha Kyun Makan Se Main is one of the masterpieces written by Azhar Inayati. You can also find the complete poetry collection of Azhar Inayati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Inayati' above.

Jaane Aaya Tha Kyun Makan Se Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaane Aaya Tha Kyun Makan Se Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.