Wahi Jo Manzil-e-shams-o-qamar Mein Rahta Hai, Urdu Ghazal By Badar Jamali

Wahi Jo Manzil-e-shams-o-qamar Mein Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Badar Jamali. Wahi Jo Manzil-e-shams-o-qamar Mein Rahta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wahi Jo Manzil-e-shams-o-qamar Mein Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہی جو منزل‌ شمس و قمر میں رہتا ہے

بدر جمالی

وہی جو منزل‌ شمس و قمر میں رہتا ہے

وہ حسن بن کے ہماری نظر میں رہتا ہے

نظر کو اپنی چھپائے ہوئے ہوں میں سب سے

کہ ایک پردہ نشیں اس نظر میں رہتا ہے

تمہاری دید کا ارماں جو گھٹ گیا دل میں

وہ بن کے نالہ تلاش اثر میں رہتا ہے

اسیر زلف پریشاں ہوں اس لئے اے دوست

مرا خیال ہمیشہ سفر میں رہتا ہے

قفس کی زندگیٔ بے مزہ کو کب حاصل

جو لطف یورش برق و شرر میں رہتا ہے

جدھر نگاہ اٹھاؤں اسی کا عکس ابھرے

اسی کا جلوہ جمالیؔ نظر میں رہتا ہے

بدر جمالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wahi Jo Manzil-e-shams-o-qamar Mein Rahta Hai

Badar Jamali

wahi jo manzil-e-shams-o-qamar mein rahta hai
wo husn ban ke hamari nazar mein rahta hai

nazar ko apni chhupae hue hun main sab se
ki ek parda-nashin is nazar mein rahta hai

tumhaari did ka arman jo ghaT gaya dil mein
wo ban ke nala talash-e-asar mein rahta hai

asir-e-zulf-e-parishan hun is liye ai dost
mera KHayal hamesha safar mein rahta hai

qafas ki zindagi-e-be-maza ko kab hasil
jo lutf yurish-e-barq-o-sharar mein rahta hai

jidhar nigah uThaun usi ka aks ubhre
usi ka jalwa 'jamali' nazar mein rahta hai

(605) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wahi Jo Manzil-e-shams-o-qamar Mein Rahta Hai written by Badar Jamali at UrduPoint. Wahi Jo Manzil-e-shams-o-qamar Mein Rahta Hai is one of the masterpieces written by Badar Jamali. You can also find the complete poetry collection of Badar Jamali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Badar Jamali' above.

Wahi Jo Manzil-e-shams-o-qamar Mein Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wahi Jo Manzil-e-shams-o-qamar Mein Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.