Nahin Wo Khol Kar Lab Bolta Hai, Urdu Ghazal By Badr Mohammadi

Nahin Wo Khol Kar Lab Bolta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Badr Mohammadi. Nahin Wo Khol Kar Lab Bolta Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Nahin Wo Khol Kar Lab Bolta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہیں وہ کھول کر لب بولتا ہے

بدر محمدی

نہیں وہ کھول کر لب بولتا ہے

یہ اس کا کون سا ڈھب بولتا ہے

وہ محو گفتگو یوں ہے کہ جیسے

کسی بچے سے مکتب بولتا ہے

ملے چپ چاپ تو اپنی سناؤں

وہ سنتا ہی نہیں جب بولتا ہے

کہوں کیسے ہے اس کی ذات مفرد

وہ ہر جملہ مرکب بولتا ہے

کتاب اک ایسی ہم کھولے ہوئے ہیں

ہمارے دو بدو رب بولتا ہے

مرے اندر ہے زندہ ایک شاعر

کبھی چپ تھا مگر اب بولتا ہے

مبلغ بدرؔ ہے دین سخن کا

سنو کیا اس کا مذہب بولتا ہے

بدر محمدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nahin Wo Khol Kar Lab Bolta Hai

Badr Mohammadi

nahin wo khol kar lab bolta hai
ye us ka kaun sa Dhab bolta hai

wo mahw-e-guftugu yun hai ki jaise
kisi bachche se maktab bolta hai

mile chup-chap to apni sunaun
wo sunta hi nahin jab bolta hai

kahun kaise hai us ki zat mufrad
wo har jumla murakkab bolta hai

kitab ek aisi hum khole hue hain
hamare du-badu rab bolta hai

mere andar hai zinda ek shair
kabhi chup tha magar ab bolta hai

muballigh 'badr' hai din-e-suKHan ka
suno kya us ka mazhab bolta hai

(654) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nahin Wo Khol Kar Lab Bolta Hai written by Badr Mohammadi at UrduPoint. Nahin Wo Khol Kar Lab Bolta Hai is one of the masterpieces written by Badr Mohammadi. You can also find the complete poetry collection of Badr Mohammadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Badr Mohammadi' above.

Nahin Wo Khol Kar Lab Bolta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nahin Wo Khol Kar Lab Bolta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.