Rawangi Mein Samay Ka KHayal Karte Hain, Urdu Ghazal By Balmohan Panday

Rawangi Mein Samay Ka KHayal Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Balmohan Panday. Rawangi Mein Samay Ka KHayal Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rawangi Mein Samay Ka KHayal Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روانگی میں سمے کا خیال کرتے ہیں

بال موہن پانڈے

روانگی میں سمے کا خیال کرتے ہیں

پھر اس کو بھیج کے گھنٹوں ملال کرتے ہیں

ذرا سے تلخ بیانی پسند ہیں پھر بھی

اداس لوگ محبت کمال کرتے ہیں

اب ان کو عشق کے آداب کون سمجھائے

بجھے چراغ ہوا سے سوال کرتے ہیں

گناہ عشق پہ پابندیاں بجا لیکن

تمہارے لوگ تو جینا محال کرتے ہیں

اس ایک جملے نے کرنے نہیں دیا کچھ بھی

جو لوگ کچھ نہیں کرتے کمال کرتے ہیں

بال موہن پانڈے

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rawangi Mein Samay Ka KHayal Karte Hain

Balmohan Panday

rawangi mein samay ka KHayal karte hain
phir us ko bhej ke ghanTon malal karte hain

zara se talKH-bayani pasand hain phir bhi
udas log mohabbat kamal karte hain

ab un ko ishq ke aadab kaun samjhae
bujhe charagh hawa se sawal karte hain

gunah-e-ishq pe pabandiyan baja lekin
tumhaare log to jina muhaal karte hain

is ek jumle ne karne nahin diya kuchh bhi
jo log kuchh nahin karte kamal karte hain

(770) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rawangi Mein Samay Ka KHayal Karte Hain written by Balmohan Panday at UrduPoint. Rawangi Mein Samay Ka KHayal Karte Hain is one of the masterpieces written by Balmohan Panday. You can also find the complete poetry collection of Balmohan Panday by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Balmohan Panday' above.

Rawangi Mein Samay Ka KHayal Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rawangi Mein Samay Ka KHayal Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.