Be-basar Aafat Se Taklif Hoti Hai Mujhe, Urdu Ghazal By Basheer Dada

Be-basar Aafat Se Taklif Hoti Hai Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Basheer Dada. Be-basar Aafat Se Taklif Hoti Hai Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-basar Aafat Se Taklif Hoti Hai Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے بصر آفات سے تکلیف ہوتی ہے مجھے

بشیر دادا

بے بصر آفات سے تکلیف ہوتی ہے مجھے

سر پھرے حالات سے تکلیف ہوتی ہے مجھے

جو مرے دشمن کو سمجھا کر گئی کم ظرف ہے

یعنی کس کس بات سے تکلیف ہوتی ہے مجھے

آج بیرون قفس صیاد کی پروا نہیں

آپ اپنی ذات سے تکلیف ہوتی ہے مجھے

جشن کر میری تباہی پر کوئی شکوہ نہیں

بس تری اوقات سے تکلیف ہوتی ہے مجھے

ہم نشینی سے تری ہر شب بہت شیرین تھی

جز ترے اب رات سے تکلیف ہوتی ہے مجھے

ظلم کا عادی ہوں زنجیری مری پہچان ہے

خود لگائی گھات سے تکلیف ہوتی ہے مجھے

بشیر دادا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-basar Aafat Se Taklif Hoti Hai Mujhe

Basheer Dada

be-basar aafat se taklif hoti hai mujhe
sar-phire haalat se taklif hoti hai mujhe

jo mere dushman ko samjha kar gai kam-zarf hai
yani kis kis baat se taklif hoti hai mujhe

aaj bairun-e-qafas sayyaad ki parwa nahin
aap apni zat se taklif hoti hai mujhe

jashn kar meri tabahi par koi shikwa nahin
bas teri auqat se taklif hoti hai mujhe

ham-nashini se teri har shab bahut shirin thi
juz tere ab raat se taklif hoti hai mujhe

zulm ka aadi hun zanjiri meri pahchan hai
KHud lagai ghat se taklif hoti hai mujhe

(778) ووٹ وصول ہوئے

You can read Be-basar Aafat Se Taklif Hoti Hai Mujhe written by Basheer Dada at UrduPoint. Be-basar Aafat Se Taklif Hoti Hai Mujhe is one of the masterpieces written by Basheer Dada. You can also find the complete poetry collection of Basheer Dada by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Basheer Dada' above.

Be-basar Aafat Se Taklif Hoti Hai Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-basar Aafat Se Taklif Hoti Hai Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.