Na Faqat Yar Bin Sharab Hai TalKH, Urdu Ghazal By Bayan Ahsanullah Khan

Na Faqat Yar Bin Sharab Hai TalKH is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bayan Ahsanullah Khan. Na Faqat Yar Bin Sharab Hai TalKH comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Faqat Yar Bin Sharab Hai TalKH on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ فقط یار بن شراب ہے تلخ

بیاں احسن اللہ خان

نہ فقط یار بن شراب ہے تلخ

عیش و آرام و خورد و خواب ہے تلخ

میٹھی باتیں کدھر گئیں پیارے

اب تو ہر بات کا جواب ہے تلخ

ساتھ دینا یہ بوسہ و دشنام

قند شیریں ہے اور گلاب ہے تلخ

دل ہی سمجھے ہے اس حلاوت کو

گو بہ ظاہر ترا عتاب ہے تلخ

دل سے مستوں کے کوئی پوچھے بیاں

زاہدوں کو شراب ناب ہے تلخ

بیاں احسن اللہ خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Faqat Yar Bin Sharab Hai TalKH

Bayan Ahsanullah Khan

na faqat yar bin sharab hai talKH
aish o aaram o KHurd o KHwab hai talKH

miThi baaten kidhar gain pyare
ab to har baat ka jawab hai talKH

sath dena ye bosa o dushnam
qand shirin hai aur gulab hai talKH

dil hi samjhe hai is halawat ko
go ba-zahir tera itab hai talKH

dil se maston ke koi puchhe bayan
zahidon ko sharab-e-nab hai talKH

(573) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Faqat Yar Bin Sharab Hai TalKH written by Bayan Ahsanullah Khan at UrduPoint. Na Faqat Yar Bin Sharab Hai TalKH is one of the masterpieces written by Bayan Ahsanullah Khan. You can also find the complete poetry collection of Bayan Ahsanullah Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bayan Ahsanullah Khan' above.

Na Faqat Yar Bin Sharab Hai TalKH is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Faqat Yar Bin Sharab Hai TalKH, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.