Hamare Dil Mein Wahi Aks-e-yar Ab Bhi Hai, Urdu Ghazal By Bushra Bakhtiyar Khan

Hamare Dil Mein Wahi Aks-e-yar Ab Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bushra Bakhtiyar Khan. Hamare Dil Mein Wahi Aks-e-yar Ab Bhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamare Dil Mein Wahi Aks-e-yar Ab Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہمارے دل میں وہی عکس یار اب بھی ہے

بشریٰ بختیار خان

ہمارے دل میں وہی عکس یار اب بھی ہے

مراد یہ ہے کہ ہر پل بہار اب بھی ہے

تمہاری آنکھ سے بس آنکھ ہی ملائی تھی

ہماری روح میں اس کا خمار اب بھی ہے

تمہیں تو فرق نہیں پڑتا ہم ملیں نہ ملیں

تمہارے دل پہ انا کا غبار اب بھی ہے

اگر ہو وقت کبھی آ کے دیکھ جانا ذرا

تمہارے غم میں کوئی بے قرار اب بھی ہے

ہم اس سے روٹھ گئے دور ہو گئے بشریٰؔ

مگر خدا کی قسم اس سے پیار اب بھی ہے

بشریٰ بختیار خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamare Dil Mein Wahi Aks-e-yar Ab Bhi Hai

Bushra Bakhtiyar Khan

hamare dil mein wahi aks-e-yar ab bhi hai
murad ye hai ki har pal bahaar ab bhi hai

tumhaari aankh se bas aankh hi milai thi
hamari ruh mein us ka KHumar ab bhi hai

tumhein to farq nahin paDta hum milen na milen
tumhaare dil pe ana ka ghubar ab bhi hai

agar ho waqt kabhi aa ke dekh jaana zara
tumhaare gham mein koi be-qarar ab bhi hai

hum us se ruTh gae dur ho gae 'bushra'
magar KHuda ki qasam us se pyar ab bhi hai

(829) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hamare Dil Mein Wahi Aks-e-yar Ab Bhi Hai written by Bushra Bakhtiyar Khan at UrduPoint. Hamare Dil Mein Wahi Aks-e-yar Ab Bhi Hai is one of the masterpieces written by Bushra Bakhtiyar Khan. You can also find the complete poetry collection of Bushra Bakhtiyar Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bushra Bakhtiyar Khan' above.

Hamare Dil Mein Wahi Aks-e-yar Ab Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamare Dil Mein Wahi Aks-e-yar Ab Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.