Kinare Dariya Ki Wusat Ka Dhyan Hote Hain, Urdu Ghazal By Bushra Bakhtiyar Khan

Kinare Dariya Ki Wusat Ka Dhyan Hote Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bushra Bakhtiyar Khan. Kinare Dariya Ki Wusat Ka Dhyan Hote Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kinare Dariya Ki Wusat Ka Dhyan Hote Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کنارے دریا کی وسعت کا دھیان ہوتے ہیں

بشریٰ بختیار خان

کنارے دریا کی وسعت کا دھیان ہوتے ہیں

زیادہ پیار سے ہم بد گمان ہوتے ہیں

ہمیں بتایا گیا تھا کہ وہ ہی منزل ہیں

ہم ایسے لوگ کہ جو بے نشان ہوتے ہیں

یہ پیار روح کا سایہ دکھانا جانتا ہے

جو لفظ ہوتے نہیں وہ بیان ہوتے ہیں

یہ ہم جو کہتے ہیں تم ہو تو سب ہمارا ہے

ضرورتیں نہیں ہوتیں یہ مان ہوتے ہیں

محبتوں میں زبانیں نہیں کھلا کرتیں

جو پیار کرتے ہیں وہ بے زبان ہوتے ہیں

بشریٰ بختیار خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kinare Dariya Ki Wusat Ka Dhyan Hote Hain

Bushra Bakhtiyar Khan

kinare dariya ki wusat ka dhyan hote hain
ziyaada pyar se hum bad-guman hote hain

hamein bataya gaya tha ki wo hi manzil hain
hum aise log ki jo be-nishan hote hain

ye pyar ruh ka saya dikhana jaanta hai
jo lafz hote nahin wo bayan hote hain

ye hum jo kahte hain tum ho to sab hamara hai
zaruraten nahin hotin ye man hote hain

mohabbaton mein zabanen nahin khula kartin
jo pyar karte hain wo be-zaban hote hain

(662) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kinare Dariya Ki Wusat Ka Dhyan Hote Hain written by Bushra Bakhtiyar Khan at UrduPoint. Kinare Dariya Ki Wusat Ka Dhyan Hote Hain is one of the masterpieces written by Bushra Bakhtiyar Khan. You can also find the complete poetry collection of Bushra Bakhtiyar Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bushra Bakhtiyar Khan' above.

Kinare Dariya Ki Wusat Ka Dhyan Hote Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kinare Dariya Ki Wusat Ka Dhyan Hote Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.