Wo Dekhne Mein Faqat Raste Ka Patthar Hai, Urdu Ghazal By Chander Wahid

Wo Dekhne Mein Faqat Raste Ka Patthar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Chander Wahid. Wo Dekhne Mein Faqat Raste Ka Patthar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Dekhne Mein Faqat Raste Ka Patthar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ دیکھنے میں فقط راستے کا پتھر ہے

چندر واحد

وہ دیکھنے میں فقط راستے کا پتھر ہے

ہزار راہبروں سے مگر وہ بہتر ہے

سمے کمہار ہے جو چاک پر نچاتا ہے

یہ زندگی تو صراحی کا ناچنا بھر ہے

جو خالی ہاتھ ہے آیا وہ کیا خریدے گا

اسے تو دنیا کے میلے کو دیکھنا بھر ہے

یہ دیکھنا ہے کہ جیتے گا کون بازی کو

مقابلے میں مرا گھر ہے اور محشر ہے

غموں کی آگ سے خود کو ذرا بچا رکھنا

کہ جس میں رہتے ہو واحدؔ وہ موم کا گھر ہے

چندر واحد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Dekhne Mein Faqat Raste Ka Patthar Hai

Chander Wahid

wo dekhne mein faqat raste ka patthar hai
hazar rahbaron se magar wo behtar hai

samay kumhaar hai jo chaak par nachata hai
ye zindagi to surahi ka nachna bhar hai

jo KHali hath hai aaya wo kya KHaridega
ise to duniya ke mele ko dekhna bhar hai

ye dekhna hai ki jitega kaun bazi ko
muqable mein mera ghar hai aur mahshar hai

ghamon ki aag se KHud ko zara bacha rakhna
ki jis mein rahte ho 'wahid' wo mom ka ghar hai

(862) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Dekhne Mein Faqat Raste Ka Patthar Hai written by Chander Wahid at UrduPoint. Wo Dekhne Mein Faqat Raste Ka Patthar Hai is one of the masterpieces written by Chander Wahid. You can also find the complete poetry collection of Chander Wahid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Chander Wahid' above.

Wo Dekhne Mein Faqat Raste Ka Patthar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Dekhne Mein Faqat Raste Ka Patthar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.