Jahan Un Ko Un Ke Ishaaron Ko Dekha, Urdu Ghazal By Daur Afridi

Jahan Un Ko Un Ke Ishaaron Ko Dekha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Daur Afridi. Jahan Un Ko Un Ke Ishaaron Ko Dekha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jahan Un Ko Un Ke Ishaaron Ko Dekha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جہاں ان کو ان کے اشاروں کو دیکھا

دور آفریدی

جہاں ان کو ان کے اشاروں کو دیکھا

وہیں دل کی سازش کے ماروں کو دیکھا

میں کچھ بے تکی باتیں باتیں سنا دوں

تڑپتے ہوئے آبشاروں کو دیکھا

ستارے بھی سونے لگے وہ نہ آئے

خلاف تمنا سہاروں کو دیکھا

بھنور کے فسانے سناتا رہا ہوں

نہ ساحل کو دیکھا نہ دھاروں کو دیکھا

جہاں خود کو دیکھا خزاں ہی خزاں ہے

جہاں ان کو دیکھا بہاروں کو دیکھا

کیا احتجاج اس زمانے نے اس کا

کسی دھن میں جب بے قراروں کو دیکھا

یہ چھپ چھپ کے یکجا پئیں دورؔ و زاہد

کسی نے بھی ان شاہکاروں کو دیکھا

دور آفریدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jahan Un Ko Un Ke Ishaaron Ko Dekha

Daur Afridi

jahan un ko un ke ishaaron ko dekha
wahin dil ki sazish ke maron ko dekha

main kuchh be-tuki baaten baaten suna dun
taDapte hue aabshaaron ko dekha

sitare bhi sone lage wo na aae
KHilaf-e-tamanna sahaaron ko dekha

bhanwar ke fasane sunata raha hun
na sahil ko dekha na dhaaron ko dekha

jahan KHud ko dekha KHizan hi KHizan hai
jahan un ko dekha bahaaron ko dekha

kiya ehtijaj is zamane ne us ka
kisi dhun mein jab be-qararon ko dekha

ye chhup-chhup ke yakja piyen 'daur'-o-zahid
kisi ne bhi in shahkaron ko dekha

(706) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jahan Un Ko Un Ke Ishaaron Ko Dekha written by Daur Afridi at UrduPoint. Jahan Un Ko Un Ke Ishaaron Ko Dekha is one of the masterpieces written by Daur Afridi. You can also find the complete poetry collection of Daur Afridi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Daur Afridi' above.

Jahan Un Ko Un Ke Ishaaron Ko Dekha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jahan Un Ko Un Ke Ishaaron Ko Dekha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.