Dil Akela Hi Nahin Raqs Mein Jaan Raqs Mein Hai, Urdu Ghazal By Dil Ayubi

Dil Akela Hi Nahin Raqs Mein Jaan Raqs Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dil Ayubi. Dil Akela Hi Nahin Raqs Mein Jaan Raqs Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Akela Hi Nahin Raqs Mein Jaan Raqs Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل اکیلا ہی نہیں رقص میں جاں رقص میں ہے

دل ایوبی

دل اکیلا ہی نہیں رقص میں جاں رقص میں ہے

ہم اگر رقص میں ہیں سارا جہاں رقص میں ہے

حیرت آئنہ تنہا نہ یہاں رقص میں ہے

جانے کیا دیکھ لیا دل نے کہ جاں رقص میں ہے

چشم ساقی میں ہے جس دن سے مرا شیشۂ دل

عالم کار گہ شیشہ گراں رقص میں ہے

جب سے اس نام کا آیا ہے ادا کر لینا

کون جانے یہ حقیقت کہ زباں رقص میں ہے

اے دلؔ اس بارگہہ حسن میں ہوں جب سے مقیم

عشق شاید کہ مری طبع رواں رقص میں ہے

دل ایوبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Akela Hi Nahin Raqs Mein Jaan Raqs Mein Hai

Dil Ayubi

dil akela hi nahin raqs mein jaan raqs mein hai
hum agar raqs mein hain sara jahan raqs mein hai

hairat-e-aina tanha na yahan raqs mein hai
jaane kya dekh liya dil ne ki jaan raqs mein hai

chashm-e-saqi mein hai jis din se mera shisha-e-dil
aalam-e-kar-gah-e-shisha-garan raqs mein hai

jab se us nam ka aaya hai ada kar lena
kaun jaane ye haqiqat ki zaban raqs mein hai

ai 'dil' is bargah-e-husn mein hun jab se muqim
ishq shayad ki meri tab-e-rawan raqs mein hai

(936) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Akela Hi Nahin Raqs Mein Jaan Raqs Mein Hai written by Dil Ayubi at UrduPoint. Dil Akela Hi Nahin Raqs Mein Jaan Raqs Mein Hai is one of the masterpieces written by Dil Ayubi. You can also find the complete poetry collection of Dil Ayubi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dil Ayubi' above.

Dil Akela Hi Nahin Raqs Mein Jaan Raqs Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Akela Hi Nahin Raqs Mein Jaan Raqs Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.