Tere KHayal Ke Sadqe Ye Kya Maqam Aaya, Urdu Ghazal By Dil Ayubi

Tere KHayal Ke Sadqe Ye Kya Maqam Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dil Ayubi. Tere KHayal Ke Sadqe Ye Kya Maqam Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tere KHayal Ke Sadqe Ye Kya Maqam Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ترے خیال کے صدقے یہ کیا مقام آیا

دل ایوبی

ترے خیال کے صدقے یہ کیا مقام آیا

کبھی حیات کبھی موت کا پیام آیا

ترا خیال مرا سوز آرزوئے سحر

کوئی تو تھا شب فرقت جو دل کے کام آیا

کسی امید کا مارا دکھائی دیتا تھا

وہ خوش نصیب پرندہ جو زیر دام آیا

کسی کے خط میں کہیں ذکر تک نہ تھا اس کا

وہ اک پیام خصوصی جو دل کے نام آیا

نہ پوچھ کتنی حیات آفریں ہے راہ وفا

سنا ہے دلؔ بھی اسی مرحلے میں کام آیا

دل ایوبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere KHayal Ke Sadqe Ye Kya Maqam Aaya

Dil Ayubi

tere KHayal ke sadqe ye kya maqam aaya
kabhi hayat kabhi maut ka payam aaya

tera KHayal mera soz-e-arzu-e-sahar
koi to tha shab-e-furqat jo dil ke kaam aaya

kisi umid ka mara dikhai deta tha
wo KHush-nasib parinda jo zer-e-dam aaya

kisi ke KHat mein kahen zikr tak na tha us ka
wo ek payam-e-KHususi jo dil ke nam aaya

na puchh kitni hayat-afrin hai rah-e-wafa
suna hai 'dil' bhi usi marhale mein kaam aaya

(811) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tere KHayal Ke Sadqe Ye Kya Maqam Aaya written by Dil Ayubi at UrduPoint. Tere KHayal Ke Sadqe Ye Kya Maqam Aaya is one of the masterpieces written by Dil Ayubi. You can also find the complete poetry collection of Dil Ayubi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dil Ayubi' above.

Tere KHayal Ke Sadqe Ye Kya Maqam Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere KHayal Ke Sadqe Ye Kya Maqam Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.