Gham Hai Aazar Hai Aziyyat Hai, Urdu Ghazal By Dr Naresh

Gham Hai Aazar Hai Aziyyat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dr Naresh. Gham Hai Aazar Hai Aziyyat Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham Hai Aazar Hai Aziyyat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم ہے آزار ہے اذیت ہے

ڈاکٹر نریش

غم ہے آزار ہے اذیت ہے

ایک دل ہے ہزار آفت ہے

حسن رنگینئ حیات سہی

عشق بھی آدمی کی فطرت ہے

آج اللہ کو جانتا ہے کون

خواہش و حرص کی عبادت ہے

تیری کافر اداؤں کو قاتل

تیغ و خنجر کی کیا ضرورت ہے

کچھ تو فرمائیے گا بندہ نواز

خامشی آپ کی قیامت ہے

دور حاضر کے آدمی کا چلن

باعث ننگ آدمیت ہے

خون دن رات رو رہے ہیں نریشؔ

کیا یہی حاصل محبت ہے

ڈاکٹر نریش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham Hai Aazar Hai Aziyyat Hai

Dr Naresh

gham hai aazar hai aziyyat hai
ek dil hai hazar aafat hai

husn rangini-e-hayat sahi
ishq bhi aadmi ki fitrat hai

aaj allah ko jaanta hai kaun
KHwahish-o-hirs ki ibaadat hai

teri kafir adaon ko qatil
tegh-o-KHanjar ki kya zarurat hai

kuchh to farmaiyega banda-nawaz
KHamushi aap ki qayamat hai

daur-e-hazir ke aadmi ka chalan
bais-e-nang-e-adamiyat hai

KHun din raat ro rahe hain 'naresh'
kya yahi hasil-e-mohabbat hai

(716) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham Hai Aazar Hai Aziyyat Hai written by Dr Naresh at UrduPoint. Gham Hai Aazar Hai Aziyyat Hai is one of the masterpieces written by Dr Naresh. You can also find the complete poetry collection of Dr Naresh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dr Naresh' above.

Gham Hai Aazar Hai Aziyyat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham Hai Aazar Hai Aziyyat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.