Zulmat-kushi Ka Qasd Kiya Aur Chal PaDe, Urdu Ghazal By Ehtisham Ul Haq Siddiqui

Zulmat-kushi Ka Qasd Kiya Aur Chal PaDe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ehtisham Ul Haq Siddiqui. Zulmat-kushi Ka Qasd Kiya Aur Chal PaDe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zulmat-kushi Ka Qasd Kiya Aur Chal PaDe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ظلمت کشی کا قصد کیا اور چل پڑے

احتشام الحق صدیقی

ظلمت کشی کا قصد کیا اور چل پڑے

مٹھی میں جگنوؤں کو لیا اور چل پڑے

آتی رہے گی موت کو آنا جہاں پہ ہے

ہم نے تو اپنا زہر پیا اور چل پڑے

صحرا سے شہر آنے میں اور اہتمام کیا

دامن کا اپنے چاک سیا اور چل پڑے

ہم سے بدن بدوشوں کا رخت سفر کہاں

بس اپنا خاکدان لیا اور چل پڑے

عجلت تھی ہم کو چاند کا کیا کرتے انتظار

آنکھوں کو شب چراغ کیا اور چل پڑے

احتشام الحق صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zulmat-kushi Ka Qasd Kiya Aur Chal PaDe

Ehtisham Ul Haq Siddiqui

zulmat-kushi ka qasd kiya aur chal paDe
muTThi mein jugnuon ko liya aur chal paDe

aati rahegi maut ko aana jahan pe hai
hum ne to apna zahar piya aur chal paDe

sahra se shahar aane mein aur ehtimam kya
daman ka apne chaak siya aur chal paDe

hum se badan-badoshon ka raKHt-e-safar kahan
bas apna KHak-dan liya aur chal paDe

ujlat thi hum ko chand ka kya karte intizar
aankhon ko shab charagh kiya aur chal paDe

(625) ووٹ وصول ہوئے

More Ehtisham Ul Haq Siddiqui Poetry

You can read Zulmat-kushi Ka Qasd Kiya Aur Chal PaDe written by Ehtisham Ul Haq Siddiqui at UrduPoint. Zulmat-kushi Ka Qasd Kiya Aur Chal PaDe is one of the masterpieces written by Ehtisham Ul Haq Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Ehtisham Ul Haq Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ehtisham Ul Haq Siddiqui' above.

Zulmat-kushi Ka Qasd Kiya Aur Chal PaDe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zulmat-kushi Ka Qasd Kiya Aur Chal PaDe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.