Zist Mein Gham Hain Ham-safar Phir Bhi, Urdu Ghazal By Elizabeth Kurian Mona

Zist Mein Gham Hain Ham-safar Phir Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Elizabeth Kurian Mona. Zist Mein Gham Hain Ham-safar Phir Bhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zist Mein Gham Hain Ham-safar Phir Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زیست میں غم ہیں ہم سفر پھر بھی

ایلزبتھ کورین مونا

زیست میں غم ہیں ہم سفر پھر بھی

تا اجل کرنا ہے بسر پھر بھی

ٹوٹی پھوٹی ہوں چاہے دیواریں

اپنا گھر تو ہے اپنا گھر پھر بھی

چاہے انکار ہم کریں سچ کا

ہووے ہے ذہن پر اثر پھر بھی

دل مچلتا ہے ان سے ملنے کو

ہم چراتے رہے نظر پھر بھی

ہے یقیں تم ہمیں نہ بھولو گے

اک زمانہ گیا گزر پھر بھی

ہیں یہ الفاظ دل لبھانے کے

کاش شاید یوں ہی مگر پھر بھی

ایلزبتھ کورین مونا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zist Mein Gham Hain Ham-safar Phir Bhi

Elizabeth Kurian Mona

zist mein gham hain ham-safar phir bhi
ta-ajal karna hai basar phir bhi

TuTi-phuTi hun chahe diwaren
apna ghar to hai apna ghar phir bhi

chahe inkar hum karen sach ka
howe hai zehn par asar phir bhi

dil machalta hai un se milne ko
hum churaate rahe nazar phir bhi

hai yaqin tum hamein na bhuloge
ek zamana gaya guzar phir bhi

hain ye alfaz dil lubhane ke
kash shayad yunhi magar phir bhi

(698) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zist Mein Gham Hain Ham-safar Phir Bhi written by Elizabeth Kurian Mona at UrduPoint. Zist Mein Gham Hain Ham-safar Phir Bhi is one of the masterpieces written by Elizabeth Kurian Mona. You can also find the complete poetry collection of Elizabeth Kurian Mona by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Elizabeth Kurian Mona' above.

Zist Mein Gham Hain Ham-safar Phir Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zist Mein Gham Hain Ham-safar Phir Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.