Tere Baghair Lag Raha Hai Ye Safar KHamosh Hai, Urdu Ghazal By Ezaz Kazmi

Tere Baghair Lag Raha Hai Ye Safar KHamosh Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ezaz Kazmi. Tere Baghair Lag Raha Hai Ye Safar KHamosh Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tere Baghair Lag Raha Hai Ye Safar KHamosh Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ترے بغیر لگ رہا ہے یہ سفر خموش ہے

اعزاز کاظمی

ترے بغیر لگ رہا ہے یہ سفر خموش ہے

ہوا تھمی ہوئی ہے اور رہ گزر خموش ہے

ہیں اپنی اپنی جا پہ دونوں مضطرب کہ کیا کریں

تری نگہ میں شور ہے مری نظر خموش ہے

تری صدائیں آ نہیں رہی ہیں اس سکوت میں

کہ ہونٹ ہل رہے ہیں تیرے تو مگر خموش ہے

پکارتا ہوں اپنے آپ کو کہ مر نہ جاؤں میں

مگر پکار پر مری طرح نگر خموش ہے

کوئی تو گنگ رہ گیا کسی کو سانپ ڈس گیا

کہ بام چپ ہے در کھلا پڑا ہے گھر خموش ہے

اعزاز کاظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere Baghair Lag Raha Hai Ye Safar KHamosh Hai

Ezaz Kazmi

tere baghair lag raha hai ye safar KHamosh hai
hawa thami hui hai aur rahguzar KHamosh hai

hain apni apni ja pe donon muztarib ki kya karen
teri nigah mein shor hai meri nazar KHamosh hai

teri sadaen aa nahin rahi hain is sukut mein
ki honT hil rahe hain tere tu magar KHamosh hai

pukarta hun apne-ap ko ki mar na jaun main
magar pukar par meri tarah nagar KHamosh hai

koi to gung rah gaya kisi ko sanp Das gaya
ki baam chup hai dar khula paDa hai ghar KHamosh hai

(464) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tere Baghair Lag Raha Hai Ye Safar KHamosh Hai written by Ezaz Kazmi at UrduPoint. Tere Baghair Lag Raha Hai Ye Safar KHamosh Hai is one of the masterpieces written by Ezaz Kazmi. You can also find the complete poetry collection of Ezaz Kazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ezaz Kazmi' above.

Tere Baghair Lag Raha Hai Ye Safar KHamosh Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere Baghair Lag Raha Hai Ye Safar KHamosh Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.